Search found 8 matches

by sonu
Mon Nov 17, 2008 7:25 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Merey Sath Chal
Replies: 5
Views: 495

Re: Merey Sath Chal

mohtaram steve saheb To mila to dil ko sakoon he Mera ishq beshak janoon he To nahein to jeney mein kiya maza Merey sath chal merey sath chal mujhe bhi yeh ashaar baht pasnd aaye der aaye dorst aaye ](*,)
by sonu
Thu Nov 06, 2008 6:33 am
Forum: Ghazals O Sangeet
Topic: Muzaffar Ahmed Muzaffar apna kalaam paish kartay haien
Replies: 3
Views: 1936

Re: Muzaffar Ahmed Muzaffar apna kalaam paish kartay haien

janab muzaffar sahab

ap ka kalaam waqai be inteha mutaasir kar de ne waala hai ke ke shair par meir tarf se mubaark baad khubool karen sonu
by sonu
Fri Jun 06, 2008 4:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik mazahiya ghazl
Replies: 2
Views: 313

Re: aik mazahiya ghazl

kese mizaaj haiN? ummeed hai baakheriyat hooN ge. Ghazal e'nayat karne ke liye mamnoon hooN. khubSurat alfaaz^ dilkash bandisheeN aor haseeN istea'aarooN ne Ghazal ko jaazib-e-naz^ar bana diya hai. meree jaanib se is khubSuarat koshish par dilee daad qubool keejiye. mazahiya ghazal waqi aap bahut hi...
by sonu
Tue May 06, 2008 4:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106287

hamesha dil main madine ki aarzo rakhna
bas un ka kaam hai jazbe ki aabro rakh na



bahut zaroori hai didaare mustafa ke liye
tum aap ne khune jigar se aakhon ko bawazo rakhna

sonu
by sonu
Tue Mar 18, 2008 2:56 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hamd-o-nath
Replies: 2
Views: 306

Jawaid Bhai Salam


Ap ne mujhe is khabil samjha behad shukriya main inshaallah ata rahun ga.duaaoun main shamil rakhye

AP KA DOST SONU
by sonu
Thu Mar 13, 2008 12:09 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hamd-o-nath
Replies: 2
Views: 306

hamd-o-nath

Jaga ji laganeki dunyaan nahi hai Jaga ji lagane ki dunyaan nahi yeh ibarat ki ja hai tamaasha nahi hai Jahaan main hai ibrat ke har su namoone magar tujh ko andha kiya rango bu ne Kabhi ghaur se bhi ye dekha hai too ne jo maamoor the vo mahel ab hai soone Jaga ji lagane ki duniyaan nahi hai -------...
by sonu
Wed Oct 03, 2007 10:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik Ghazal
Replies: 6
Views: 701

MNS SAHEB
aap ki ghazal bahut pasand aai

Ajab nahiN woh kabhi HaaSil e suKhan tha SAMEER

woh jis ka naam bhi laiti nahi zubaan abhi
daad hazir hai sirf soun
by sonu
Wed Oct 03, 2007 10:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik Ghazal
Replies: 6
Views: 701

MNS SAHEB
aap ki ghazal bahut pasand aai

Ajab nahiN woh kabhi HaaSil e suKhan tha SAMEER

woh jis ka naam bhi laiti nahi zubaan abhi
daad hazir hai sirf soun