Search found 19 matches

by Ehtesham Anwar
Tue Jan 06, 2009 5:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Palestine pe Israeli jarihiaat pe aik nazm
Replies: 1
Views: 174

Palestine pe Israeli jarihiaat pe aik nazm

Palestine pe Israeli jarihiaat pe aik nazm ahbaab ki nazr
by Ehtesham Anwar
Thu Dec 11, 2008 12:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: SOHAIL AKHTAR HASHMI KI GHAZAL....SAJHASHMI
Replies: 5
Views: 482

Re: SOHAIL AKHTAR HASHMI KI GHAZAL....SAJHASHMI

Janab Syed Anwer Jawaid Hashmi Shb Aadab Aap ki yeh ada bohut pasand aaii k aap apni Takhleeqat k saath Ehbaab khuSoSan achchay SukhanwarouN ka Kalam bhi Urdu kay forums per paish ker rahey hein.Aap ki kushadah dili ka eis ce baRa Suboot kiya hoga vernah yehaN to Ham choo wa digarey neist koi kisi ...
by Ehtesham Anwar
Wed Nov 26, 2008 4:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 2
Views: 192

Re: aik ghazal

Adab!

Hashmi shb kia kahnay hain janab, aap ki paai der paaai ghazal perhnay ko mili jee khush hogaya....

janab ki khidmat mai behad daad qabool hoo..

Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Wed Nov 26, 2008 4:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Merey Sath Chal
Replies: 5
Views: 537

Re: Merey Sath Chal

Almas shb adab!

khoob janab kia kahnay hain aap kay....

jee khush howa, behad daad qabool fermaiN.

mukhliis,
EHtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Wed Nov 26, 2008 4:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik tazah ghazal aap hi k liyey
Replies: 3
Views: 264

Re: aik tazah ghazal aap hi k liyey

Janab Akhtar Anjum shb adab!

aap ki kai baar suni hoi ghazal perhi, es achi ghazal pe meri janib se janab ko behad daad qabool hoo.

Niazmund,
Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Wed Nov 26, 2008 4:37 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: اظہار تسلسل خیال بصورت غزل
Replies: 2
Views: 225

Re: اظہار تسلسل خیال بصورت غزل

Adaab!

janabe maan Barqi shb aap ki es musalsal ghazal ne bohat lutf dyaa..

meri janib se behad daad qabool fermaiN

Mukhlis,
Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Fri Nov 07, 2008 4:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kya Tamasha Hai - Azeez Belgaumi
Replies: 6
Views: 385

Re: Kya Tamasha Hai - Azeez Belgaumi

Janab e Saleem Shb aadab!

bhaai baRi khobsurat ghazal share kii...

e achi ghazal kay kahnay per Balgami shb ko aur share kernay pe aap ko behad mubarak baad aur dilli daad qabool hoo

Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Tue Nov 04, 2008 10:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL
Replies: 4
Views: 530

Re: EK GHAZAL

Janab Rukhsar shb Adaab!

aap ki ghazal peRhi bohat achi lagi

dili daad qabool fermaiN.......

mukhlis,
Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Sun Oct 26, 2008 6:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik terhii ghazal
Replies: 10
Views: 1370

Re: aik terhii ghazal

Janab S Bishwaar shb Adaab!

maiN ne jana kay meri maHnat jo ghazal kahnay mai serf hoi aaj woo sood samait wasol hogaai kay aap jaisay sukhan fahm ko pasand aagai....

aap ka behad mumnoon hooN ghazal ki pasandeedgi per..


mukhlis,
Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Sun Oct 26, 2008 6:41 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik terhii ghazal
Replies: 10
Views: 1370

Re: aik terhii ghazal

Ehtesham Anwar sahib aap kii ghazal dekh ker khooshi houi aap ne kuch nah kehtey houey bohut kuch kehdeya aur jo kaha jata hey guftani wa naguftani to yehaN voh mua`malah nahiN k ma`ane bat`ne shair meiN alfaaz qir`taas per Khas ker jo Ghazal kahna koi AasaaN nahi hay aap ney likha beshak yehi baat ...
by Ehtesham Anwar
Thu Oct 23, 2008 9:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal " Chale" : Dr.Ahmad Ali Barqi Azmi
Replies: 2
Views: 213

Re: Ghazal " Chale" : Dr.Ahmad Ali Barqi Azmi

Aadab! Hazret Meer keh gaiye thay yehai Ishq binn yeh adeb nahiN aata aap ki romantic ghazal azz aghaz taa maq`taA apney izZhaar kii daad taleb meHsoos houi so mashaam e jaaN ko mua`ater kerne awr fazaa ko aA`tr badosh kerney meiN mehZ gaisoe mushkbaar hii nahiin unn nazerbaziouN kaa bhii HiSsa hey ...
by Ehtesham Anwar
Thu Oct 23, 2008 8:50 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Urdubandhan meiN chaley aaiye heiN hamm
Replies: 1
Views: 1516

Urdubandhan meiN chaley aaiye heiN hamm

janab AABAzmi aadab
ager aap kii ijazet ho to hamm
yehaN sukhan aarai kerleiN

Syed Anwer Jawaid Hashmi :(
by Ehtesham Anwar
Thu Oct 23, 2008 6:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: PAHLI GHAZAL
Replies: 12
Views: 1850

Re: PAHLI GHAZAL

Akhtar Anjum shb kia kahnay haiN

etni khobsurat ghazal ki meri janib se dherooN daad qabool fermaiN

aur haan janab Munir Armaan shb se pochna tha kay,

senior kay liay zoray qalam aur zayada hoo.... (ye dua nahi balkay tanz hojata hay)

Khaiandaesh,
Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Thu Oct 23, 2008 6:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR
Replies: 14
Views: 2042

Re: AIK GHAZAL AHBAB KI NAZR

Bhaai Afzal SHah

bohat hi khobsurat ghazal ki meri janib se behad mubarak bad qabol fermaeN....

Ehtesham Anwar
by Ehtesham Anwar
Thu Oct 23, 2008 6:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik terhii ghazal
Replies: 10
Views: 1370

Re: aik terhii ghazal

Khush amdeed. beHud Haseen aur murassah ghazal se nawazah hai aap ne. zubaan ke e'tbaar se kuch mushkil ya ghair riwayatee alfaaz ne jahaN ghazal ko Husn baKhsha hai waheeN thoda sa saqeel bhi bana diya hai. aajkal log aasaan zubaan hi samajh pate haiN. lekin mujhe mukammal ghazal bahut achchi lagee ...