Mohtaram Syed Anwer Jawaid Hashmi Saheb
Bhai aapka teh-dil se isteqbal kiya jaata hai. Aap zaroor apne kalaam se hamein nawaziye. Ye aap hi ki bazm hai.
Hum bhai Ehtesham Anwar sahib ke bhi shukr guzar hain jo urdubandhan par ahle sukhan ka mutaruf kara rahe hain.
Khush-amdeed
Aapka muhlis
Salem Bashwar