Search found 26 matches

by manzar alam
Wed Apr 20, 2011 6:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Misra Tarha-Tumhare pao chumenge meri tehreer ke tukde
Replies: 8
Views: 638

Re: Misra Tarha-Tumhare pao chumenge meri tehreer ke tukde

:salaam2:
waaaaah! janaab...waaaah!
kya kehne! :clap02: :clap02:
GHazal par meree bhee naacheez daad qubool farmaayeN............
shukriyah
manzar
by manzar alam
Mon Mar 14, 2011 7:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yeh Hisaab-o-kitaab kee baateN یہ حساب وکتاب کی باتیں
Replies: 2
Views: 346

Re: yeh Hisaab-o-kitaab kee baateN یہ حساب وکتاب کی باتیں

yaad hai, maiN hooN aur tanhaayee dil hai aur aaN-janaab kee baateN kyaa hameeN reh gaYe haiN sun,ne ko yeh sawaal-o-jawaab kee baateN? SubH-o-shaam aarzoo kaa manz^ar hai aur shab iZ^t^iraab kee baateN! Dhal chukee shaam-e-raNg-o-ra'naayee ab haiN kaar-e-cawaab kee baateN! ranj-o-Hasrat, umeed-o-n...
by manzar alam
Tue Mar 01, 2011 7:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: shua'-e'-be_Khudee..........manzar
Replies: 2
Views: 230

Re: shua'-e'-be_Khudee..........manzar

sbashwar wrote:4..taGhaiyur or tabaddul a’in fit^rat kaa taqaaZ^ah hai
kisee kaa paas aajaanaa kisee se door ho jaanaa

Bohat khoob.
bahot bahot shukriyah muHtaram! HauSlah_afzaayee ke liye....
by manzar alam
Mon Feb 28, 2011 2:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: shua'-e'-be_Khudee..........manzar
Replies: 2
Views: 230

shua'-e'-be_Khudee..........manzar

a'zeezaan-e-meHfil, aadaab! maiN apnee see ek koshish le kar HaaZ^ir huuN is ummeed ke saath keh aap HaZ^raat apne qeemtee mashwaroN se nawaazeNge aur naa_cheez ko seekhne kaa mauqa' faraaham kareNge........shukriyah t^aalib-e-doa'a manzar 1..shua’a-e’-be_KHudee se qalb kaa ma’moor ho jaanaa :KHuda...
by manzar alam
Thu Feb 24, 2011 6:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101214

Re: PASANDEEDA ASH,AAR

Khdaa ke waste daad is junoon-e-shauq kee denaa
keh us ke dar peh pahoNchte haiN naamah_bar se ham aage

خدا کے واسطے داداس جنون شوق کی دینا
کہ اس کے در پہ پھنچتے ھیں نامہ بر سے ھم آگے
by manzar alam
Mon Feb 21, 2011 5:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meree Ghazal.manzar
Replies: 6
Views: 580

Re: meree Ghazal.manzar

Nayeem Khan wrote:Bohat khoob. daad pesh hai.

:salaam2:
baht shukriyah, maHtram! :jazax:
by manzar alam
Mon Feb 21, 2011 3:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meree Ghazal.manzar
Replies: 6
Views: 580

Re: meree Ghazal.manzar

محترم منظر عالم صاحب السلام علیکم بھٹک رھے ھیں زمانے سے ھشت و صحرا میں ھوئی نہ ہم سے مگر ایک راہ بر کی تلاش تاخیر سے آپ کی دلکش غزل پر نظر پڑی۔ بہت خوب۔ میری داد اور مبارکباد قبول فرمائیں۔ مخلص سالم باشوار محترمی! :salaam2: حوصلہ افزائی کے لیئے میں آپ کا بھت بھت شکر گزار ھوں۔۔۔۔۔شکریہ منظر
by manzar alam
Mon Feb 21, 2011 3:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meree Ghazal.manzar
Replies: 6
Views: 580

Re: meree Ghazal.manzar

a'zeezaan-e-meHfil, :salaam2: ek Ghazal aap kee Khidmat meN HaaZ^ir karne kee sa'aadat kar rahaa huuN is us ummeed ke saath keh ap HaZ^raat apnee qeemtee aaraa~se Z^aroor nawaazeNge...........shukriya manzar 1 bas ek qat^rah-e-naacheez, u’mr bhar kii talaash banaam-e-I’lm faqat^ hai yahii bashar ki...
by manzar alam
Wed Feb 16, 2011 3:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: meree Ghazal.manzar
Replies: 6
Views: 580

meree Ghazal.manzar

a'zeezaan-e-meHfil, :salaam2: ek Ghazal aap kee Khidmat meN HaaZ^ir karne kee sa'aadat kar rahaa huuN is us ummeed ke saath keh ap HaZ^raat apnee qeemtee aaraa~se Z^aroor nawaazeNge...........shukriya manzar 1 bas ek qat^rah-e-naacheez, u’mr bhar kii talaash banaam-e-I’lm faqat^ hai yahii bashar ki...
by manzar alam
Wed Feb 16, 2011 1:35 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: " jo muskuraa ke baat kare aashnaa lage "
Replies: 6
Views: 608

Re: " jo muskuraa ke baat kare aashnaa lage "

:mashallah:
waah!...janaab bahot KHoob!
daad HaaZ^ir -e-Khidmat hai..qubool kareN
by manzar alam
Wed Mar 03, 2010 7:27 am
Forum: Anjuman
Topic: CHE Se Sher
Replies: 9
Views: 2519

Re: CHE Se Sher

chaman meN gull ne jo kal da'vah-e-jamaal kiyaa
jamaal-e-yaar ne muNh uska Khoob laal kiyaa
[/color]
by manzar alam
Wed Mar 03, 2010 7:18 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

taubah aye saaqi nahiN peene ka maiN jaam-e-sharaab
mujh ko apni badah-e-veHdat kii mastii KHoob hai
[/color]
by manzar alam
Wed Mar 03, 2010 7:07 am
Forum: Anjuman
Topic: pasandeedah ash`aar
Replies: 25
Views: 6710

Re: pasandeedah ash`aar

zafar she'r o suKHan se raaz-e-dil kyoN-kar nah ho zaahir
keh yeh mazmoon saare dil ke andar se nikalte haiN
[/color]
by manzar alam
Thu Feb 04, 2010 7:22 am
Forum: Anjuman
Topic: pasandeedah ash`aar
Replies: 25
Views: 6710

Re: pasandeedah ash`aar

ترا دیوانہ مجنوں سے سوا مشہور عالم ہے
مگر مردہ پرستی شیوۂ دستور عالم ہے
=================================
tera deewanah majnooN se siwaa mashhoor-e-Aalam hai
magar murdah parasti shewah-e-dastoor-e-Aalam hai
[/b]
by manzar alam
Thu Feb 04, 2010 7:13 am
Forum: Anjuman
Topic: CHE Se Sher
Replies: 9
Views: 2519

Re: CHE Se Sher

چاندنی میں جب تجھے یاد اے مہ تاباں کیا
رات بھر اختر شماری نے مجھے حیراں کیا
[/b]