بہت شکریہ سرور صاحب کراچی سے احمد حسین صدیقی صاحب نے "دبستانوں کا دبستان ، کراچی" ، جلد چہارم شائع کی ہے جس کے طابع فضلی سنز لمیٹیڈ ہیں۔ اس کتاب میں کراچی سے تعلق رکھنے والے ڈیڑھ سو مشاہیر کا تذکرہ اُن کی تصاویر کے ساتھ موجود ہے جن میں ڈاکٹر احسان رشید سابق وائس چانسلر کراچی یونیورسٹی ، اختر حسین ...
Assalam-o-alykum Sarwar Sb. You are right. You may like to see these links about Ghazal and other literary contributions of Tanwir Phool : http://www.urdubandhan.com/bazm/viewtopic.php?f=11&t=7239
Khushi hui Tanwir Phool Saheb ke aap ne meri koshish ko saraaha. Aap ki aik Ghazal mujhay bohat pasand aai jis ke baaray main is link ke aakhir main 2 qaabil-e-zikr hazraat ne apni raaey bhi di hai. Link mulaahza keejiey :
Nihayat mazirat Muzaffar sahib ke main ne abhi abhi aap ki
tahreer dekhi. Bohat bohat shukriya.Allah aap ko hamaisha
tandurust rakhay,Aameen
Mukhlis : Raushan Jahan
:salaam: Tanwir Phool saheb aor Anwer Jawaid Hashmi Saheb aor deegar ahbab , bohat shukriya ke aap ne meri posting ko sarahaa aor apni raaey se nawaaza. Mujhay Shafi Aqeel Saheb ka aik taweel mazmoon milaa jis ke page No.60 par unhon ne 60 ki dahaa'ee ke kuchh aham qalamkaron ka zikr kiya hai , who ...
:salaam: "Chahar Su" ke taza shumare (July,2013) main Pinhan Saheba ki ghazal dekhi , paDh kar khayal aaya ke kuchh misre pahle bhi nazar se guzre hain , phir yaad aa geya ke woh Tanwir Phool Saheb ki ghazal thi jo March,2009 main "Rang-e-adab" main chhapi thi , is ke elawah woh kai risalon aor ...
:salaam: Tanwir Phool Saheb ki yeh Nazm mahnama "Ghuncha" Karachi , February 1964 ke page No.17 par chhapi thi.Us ke baad yeh Nazm mukhtalif resalon aor akhbar ke bachchon ke edition main chhapti rahi.Yeh Nazm kulliyat "Khushbu Bhini Bhini" main bhi shamil hai jo July,2009 main chhapi aor jis main ...