Allamah Iqbaal kii shakhsiyat unki shayeri falsafe aur mazmoon aapke yaa kisi aur ke mazameen se iqtibaas
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Fri Jun 10, 2005 10:19 pm
Attachments
IQBAL=wohii meri kam-naseebii.gif (10.23 KiB) Viewed 741 times
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Sat Jun 11, 2005 8:34 pm
sara_j wrote: najma saahiba,
waah! aapne Allama ki shaayri se bohat umdah intakhaab kiya hai, humein bohat pasand aaya.
share karne ka bahat bohat shukriya.
sara
saraa j sahiba!
ap ko pasand aya, hameiN khushiih huee
khush rahiyye
thanx
khurram_shaikh
-
Posts: 136 Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am
Post
by khurram_shaikh » Sun Jun 12, 2005 2:58 pm
Assalaam o alekum,
waah waah bahooot khoob najma baaaji iqbal sahib ki yeh behtreen ghazal humse share kernien kaa behud shukriyaa khush rahien
RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME
Mahtab Qadr
-
Posts: 559 Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:
Post
by Mahtab Qadr » Sun Jun 19, 2005 8:20 am
bahut khoob , Allama ne sahi kaha ke kargasoN mai pahlne wale shaheen kko kia pata shahbaazi kia hoti hai. hamara hal bhi wahi hai. ham ne bhi shaheeniat chorh kar kargazoN jaisi awaazeiN nikalna shuroo kardi haiN.
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Sun Jun 19, 2005 6:41 pm
khurram_shaikh wrote: Assalaam o alekum,
waah waah bahooot khoob najma baaaji iqbal sahib ki yeh behtreen ghazal humse share kernien kaa behud shukriyaa khush rahien
thanx khurram!
khush raho
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Sun Jun 19, 2005 6:43 pm
Mahtab Qadr wrote: bahut khoob , Allama ne sahi kaha ke kargasoN mai pahlne wale shaheen kko kia pata shahbaazi kia hoti hai. hamara hal bhi wahi hai. ham ne bhi shaheeniat chorh kar kargazoN jaisi awaazeiN nikalna shuroo kardi haiN.