aek taazah qitAah................Dunya Dehlawi

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
Mahtab Qadr
-
-
Posts: 559
Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:

Post by Mahtab Qadr »

Mohatrama Tasleemat
Wah Dunya dehlavi sahiba aap ka qa'ta bahut pasand aaya magar ham jaise shayeroN ko jinheiN urdu hi mushkil se aati ho aapki farsidaani kia samajh mai aayegi :) aapki misre se ye zaher zaroor hota hai ke Khadang e rahel se murad kamaN se nikla huva teeer hi hoga.

shukria
Mahtab Qadr
Ibn-e-siddique
-
-
Posts: 219
Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:

Post by Ibn-e-siddique »

duniya saHiba

aap ka ye qit'a hameN bhi bahot pasand aaya

daad qubool kijiye :)

amjad
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
poet
nau-waarid
Posts: 23
Joined: Wed Jun 15, 2005 5:51 pm

Post by poet »

buhat khoob
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

janaab jab sab ko pasand aayaa ye qit^a to ham kyoN peeche reh jaayeN ?

so daad Haazir hai , qabool kejeye

moKhliS : ZIa Baloch
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
Post Reply