-------------------------------------------------Eid ka din.

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
NAZRANA
-
-
Posts: 58
Joined: Thu Dec 09, 2004 6:14 am

-------------------------------------------------Eid ka din.

Post by NAZRANA »

Aadab,
Eid Mubarak.

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Bahut khoob nazrana sahab..Eid ke din pe bahut achchi ghazla post ki hai..shaayar ka naam paRhne mein nahi aa raha...kaun hai shaayar?

aap ko bhi EID MUBARAk! :)

Shumaila

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
fatimah
-
-
Posts: 71
Joined: Sun Jan 02, 2005 6:58 am
Location: doha qatar
Contact:

Post by fatimah »

aslaam_u_alikam
nazrana ji wese to aap ki post ki hui her gazal khub hoti hey.
magar yeh gazal jo eid keh hawaley sey aap ney share ki bohat hi achi lagi.
bohat shukriya
Image
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

Nazrana Sahib
Asslam Alaikom
Eid ke muaqe ki munasibat se aapka post kiya hua kalaam bohat pasand ayaa.
Shukria
Salem Bashwar
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam Nazrana saaHib,

go_ki, aapkaa pesh_kardah har kalaam 'umda hotaa hai magar Eid e Qurbaan kii munaasibat se yeh kalaam kuchh aur hii lutf de gayaa... shukria aapkaa ki aapne hameN share karne ke qaabil samjhaa.

Hashmat
Image
Post Reply