Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa sunaaooN tujhe roodad-e-gham-e-dil apni
aur pecheedah houii jaati hei mushkil apni.
Nazir.
-
Shummu
- -
- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
Kabhi raazi to kabhi mujhse khafa lagti hai
Zindagi too hi bata tu meri kya lagti hai?"
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa hougayaa hei tum ko, miri maante nahiN
YooN mil rahe hou jaise mujhe jaante nahiN.
???
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kiyuN dikhaate nahiN beemaar ko apnaa chehrah
charah-gar houke gurezaaN hou maseeHaayhi se.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
waAda-e-vaSl jou karte hou sataate kiyhuN hou
aur deewaane ko deewaanah banaate kiyuN hou.
Nazir.
-
Shummu
- -
- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
Ab yeh sochoo.n tu bhanwar zehan mei.n per jatay hein
kesay chehray hein jo miltay hi bichar jaatay hein
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa houaa us ko agar reHm nah aaye mujh per
wo agar khud ko chupaataa hei chupegaa kab tak.
Nazir.
-
Shummu
- -
- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
hamaari gufatgu kii aur bhi simteN bahut sii haiN,
kisi ka dil dukhaane hi ko phir apni zubaaN kyuN ho?!
Waseem Barelvi
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
-
hassan_bashir
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
-
Contact:
Post
by hassan_bashir »
mujh se kyaa puchte ho zindagi ke baare maiN ?
ajnabee bataaYe kyaa ajnabee ke baare maiN !
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa samajh looN ke miri baat nah maanouge kabhii
aur dil touRke karlouge kinaara mujh se
Nazir.
Last edited by
Abdullah Nazir on Sat Sep 03, 2005 3:39 pm, edited 1 time in total.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa karuN maiN tire andaaz-e-jafaa kii baateN
dil ko touRe hei tuu paimaan-e-wafaa kii Soorat.
???
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
kyaa kahiye kyaa milaa hei tiri jalvagaah se
raah-e-wafaa meiN gir gaye apni nigaah se.
???
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
[size-18]
kyaa nahiN tujh ko iAtibaar miraa
mujhko jhuTlaake kyaa milegaa tujhe.
Nazir.
[/size]
-
hassan_bashir
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
-
Contact:
Post
by hassan_bashir »
kyuN dareN zindagi maiN kyaa hogaa ?
kuch na hoga to tajrubaa hogaa !
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
-
Shummu
- -
- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
Mir kaa she'r hai:
jab naam tiraa leejiye tab chashm bhar aawe
yooN zindagee karne ko kahaaN se jigar aawe?
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai