ab Hasrat e nazool e maseeHaa kare koie
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- nau-waarid
- Posts: 13
- Joined: Sun Dec 12, 2004 12:46 am
- Contact:
ab Hasrat e nazool e maseeHaa kare koie
adna si kavish janab e WEBMASTER ki raheen e minnat :
- Attachments
-
- ab Hasrat e nazool e maseeha kare koie.gif (27.53 KiB) Viewed 857 times
Last edited by Jibraan Khalil on Tue Dec 14, 2004 11:02 am, edited 2 times in total.
Assalam-o-a'laikum,
MoHtarami JK SaaHib, yeh zameen, yeh takhayyol, yeh Haq goi, yeh usloob-e-bayaaN, subHaan Allah
Huzoor kis kis shea'r peh daad , doN . samajh maiN hi nahiN aataa keh shea'r ko dekhoN k daad doN :? .
Ghalib ki zameeN pe tukhm-afshaaney-e-sukhan , to bila-shuba aap jese SaaHibaan-e-i'lm hi karsaktey haiN :D . poori ki poori ghazal hai dil maiN utar gayee huzoor . dherooooN daad qabool kejeye.
MokhliS : Zia Baloch

- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Bahut khoob waah waah
Muhtarami
JIBRAN KHALIL Saahib,
Purkhuloos Tasleemaat, :)
Aapki ghazal behad pasand aayi , ahAar zubaan aur mazaameen ke lihaaz se bahut hii dilkash hei aur gahre mani rakhte heiN.
Meri daad aur mubarakbaad qubool farmaayiye.
Allah kare zour-e-qalam aur ziyaadah.
Aapka Mukhlis,
Nazir.
- rahmed25682
- -
- Posts: 126
- Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
- Location: Karachi
- Contact:
- khozema husaini
- -
- Posts: 150
- Joined: Thu Dec 30, 2004 1:37 pm
- Contact:
Re: ab Hasrat e nazool e maseeHaa kare koie
Jibraan Khalil wrote:adna si kavish janab e WEBMASTER ki raheen e minnat :
aadaab
is khoobsoorat ghazal kay liye daad pesh ekhidmat hay
husaini
Mautraum Janab-e-JibaraaN sir,
Aadaab-o-tasleemat
Aap ka yeh kalaam bauth hee khoobsoorat hai. Mazmoon tu mera most favourate hai so daad aur mubarakbaad diye baghair nahein jaahoongi. :D
Lekin sir ek baat hai aap iTne baRe shair hoNe ke bawajood sirf nasaree forums per hee kiyon nazar aate hain :? . kisee shairee ke forum per aap ka kalaam nazar nahien aataa. aisa kiyon hai.
Aap kee do kitaabein jo mere paas maujood hain aap kee behtreen shairee ke saboot ke taur per maujood hain phir apne kalaam ke saaat aisee naa-insaafi kiyon
Aap ke mazeed kalaam ka intizaar rahe gaa
Wassalam
Zahida Raees :Raji: