
Eid ka din bhi kitna ajeeb hota hai...
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Eid ka din bhi kitna ajeeb hota hai...
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
