qayaamat aanay waali hai

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
tahira Masood
-
-
Posts: 338
Joined: Thu Dec 16, 2004 7:54 pm

qayaamat aanay waali hai

Post by tahira Masood »

Image
Image
Image
Image
Image
live and let live

Image
naheedv
-
-
Posts: 163
Joined: Sat Dec 18, 2004 3:53 am
Contact:

Post by naheedv »

aadaab Tahira jee,

aaj buaht taveel arse ke ba'd idher kaa chakkar lagaa hai, aap kee kalaam diakhaa tau paRhne chali aayee, aur paRh kar sobh rahi hooN ke likhooN tau aakhir kyaa likhooN.
aap ne tau itne dhairoN dhair haqaaiq ko nazm baNd kiyaa hai jo ke waqaee sirf soche jaa sakte haiN.
aap iss nazm par yaqeenun daad kee mustahiq haiN aur meree dili daad qubool kijiye!
aap ne tau zameeN ke hilne par buhat khoob she'r keh diyaa hai, idhar meraa dukh se ye haal ha ke alfaaz hee saath choR gaye haiN.
khair, allah hum sab par nazar.e.karam kare, aamin

mukhliS
Naheed
User avatar
rahmed25682
-
-
Posts: 126
Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
Location: Karachi
Contact:

Post by rahmed25682 »

Aadaab Tahira jee ...

Is main kuchh shakk nahin k aap ne humaray ird-gird bikhray haqaaiq ko jis khoobsurat andaaz main nazm kia hay wo bilashuba laaiq-e-tehseen hay.

Yaqeenan Qayamat qareeb hay jis k aasaar humain roz marrz zindagi main mil jaatay hain.ALLAH humaray haal per rahm farmaye aur humain sahi raastay per chalnay kee taufeeq day.

Khush rahain

Khair andesh

Raheel Ahmed
Kab Say HooN , Kia BataaooN Jahan-e-Kharab Main
Shab-Haaye Hijr Ko Bhee RakhooN Gar Hisab Main
=============================
Ghalib
tahira Masood
-
-
Posts: 338
Joined: Thu Dec 16, 2004 7:54 pm

Post by tahira Masood »

naheedv wrote:aadaab Tahira jee,

aaj buaht taveel arse ke ba'd idher kaa chakkar lagaa hai, aap kee kalaam diakhaa tau paRhne chali aayee, aur paRh kar sobh rahi hooN ke likhooN tau aakhir kyaa likhooN.
aap ne tau itne dhairoN dhair haqaaiq ko nazm baNd kiyaa hai jo ke waqaee sirf soche jaa sakte haiN.
aap iss nazm par yaqeenun daad kee mustahiq haiN aur meree dili daad qubool kijiye!
aap ne tau zameeN ke hilne par buhat khoob she'r keh diyaa hai, idhar meraa dukh se ye haal ha ke alfaaz hee saath choR gaye haiN.
khair, allah hum sab par nazar.e.karam kare, aamin

mukhliS
Naheed
Naheedi jee

salaam

es meN kuch shakk nahiN hai keh yeh sab sach hai. aur sach hameshaa nailk diloN per acar kerta hai

aap ne es per twajoh de kar apnay ander ki naikee ko aur ujaagar kiya ahai

Allah ham sab k saath ho

khush rehaiN

wassalam
live and let live

Image
Post Reply