salaamun alaikum
dosto
aik aur adna see kaavish peshe khidmat hai
gar qbool uftad zahe...
arz kiya hai.....
rishta rakhe.nge ab na kabhie jaahilo.n se hum
ab dosti kare.nge faqat ^aalimo.n se hum
^aalim wohee hai.n jo woh kahe.n karke bhi dikhaaye.n
nafrat munaafiqat ke kare.n raasto.n se hum
t^aaleem zinda karti hai murda zameer ko
waabistah isliye hai.n bahut madraso.n se hum
insaan fikr karlay too apne wujood per
aate hai.n kyu.n guzarte hai.n kyu.n marhalo.n se hum
kaaghaz qalam siyaahee se aate hai.n inquilab
haamid ke sh^er sun ke lade.n zaalimo.n se hum
nateejaye fikr
haamidbaaqri
al hamdulillah
"rishta rakhe.nge ab na kabhie"aik aur adna kavish
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
"rishta rakhe.nge ab na kabhie"aik aur adna kavish
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
- rahmed25682
- -
- Posts: 126
- Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
- Location: Karachi
- Contact:
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
shukriya
mohtaram raheel ahmed saahibrahmed25682 wrote:Salam Hamid sahab ...
Aik khoobsurat ghazal share karnay ka shukria
Khush rahain
Khair Andesh
Raheel Ahmed
salaamun alaikum
aapne hamaari adna see kaavish ko pasand kiya aur saraaha iskeliye hum aapke behad mamnoono mashkoor hai.n.
aap bhi khush rahe.n
taalibe dua