
maah-e-JAN ke muntakhib shaaira:Fakhra Batool
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
bahut khoob
Shummu ji bahut acha intekhaab hai, mubarak ho, bahut achchi ghazleiN haiN Fakhira Batool sahiba ki baaz ashaar to waqai choNka dene wale haiN. shukria
Mahtab Qadr
Mahtab Qadr
HSukriya mahtab sahab!
chaliye mujhe khushi hui kisi ne to paRha aur pasand kiya ..khushi mazeed hoti agar sab log bhi is mein hissa lete aur koi na koi kalaam Fakhira batool ka yahan pesh karte
chaliye mujhe khushi hui kisi ne to paRha aur pasand kiya ..khushi mazeed hoti agar sab log bhi is mein hissa lete aur koi na koi kalaam Fakhira batool ka yahan pesh karte

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai