nayeem from Saudi-Arabia

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

nayeem from Saudi-Arabia

Post by Abdullah Nazir »


MuHtarami
nayeem SaaHib,

PurkhulooS tasleemaat,

Aapko urdubandhan per dekhkar bahut khushi houi. Ham aapko tah-e-dil se khushaamaded kahte heiN. Isko aap apni hii site samajhkar apni takhleeqaat aur giraaNqadr aaraa se mustafeed houne kaa mauqaA deejiye.


Nazir.

Last edited by Abdullah Nazir on Tue Jan 31, 2006 2:40 am, edited 1 time in total.
Image
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

Janab Nayeem Sahib
ASAK
Khush-Amadeed Urdubandhan par.
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam Na'iim saaHib,

aapko ham is meHfil meN teh-e-dil se Khush_aamded kahte haiN. ummeed hai k aap aate jaate raheNge aur hamaarii izzat_afzaaii farmaate raheNge. aapkii nigaarishaat kaa shiddat ek saath uintezaar rahegaa.

shukria,

Hashmat
Image
User avatar
little abbasi
-
-
Posts: 112
Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
Contact:

Post by little abbasi »

sala/\/\.

aap ko urdubandhan per bohat bohat khushamdeed ho.
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

KHUSHAAMADEED :-)

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Post Reply