Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
isi kokab ki tabani se hai tera jahan rooshan
zawal-e- aadam-e- khaki ziyan teera hy ya meera ?
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
nah jaane naaz hei kiyuN aadami ko apne houne per
nah houta gar, tou apni zaat ko kaise samajh paata.
Nazir,
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
yh kisne sahak-e- gul laaker qareeb-e- aasiyan rakhdi ?
ki maine shouk -e- gulbosi main kantoon per zuban rakhdi
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
yh kahan ki doosti hy ki banee hin doost naaseh?
koi charasaaz hota koi gumgusaar hota
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
HaaSil-e-saAy-e-musalsal kii tamannaa kaisi
jabke koie bhi qadam jaada-e-manzil meiN nahiN.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
hum hain mushtaq aor vo beezar
ya ilahi yh majira ky hy?
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
dile naadan tujhe hua kye hy
aakhir is dard ki dawa kye hy?
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
Waaye badbakhtiy-e-aavaaragiy-e-shaam o saHar
kyaa yehi ham yehi SeHraa o bayaabaaN houNge.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
NaadaaN ki dousti se bhali dushmanaoN kii chaal
kyaa faayidah jou lab pah hou kuch aur dil meiN kuch.
Shayer: Abdullah Nazir.
Nazir,
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
kyun ziakaar banun soud faramoosh rahoun
fiker-e-farda na karoun mahwa-e jaum dosh rahoun
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
kis dil se tira teer-e-nigah, yaar na guzra?
kis jaan ko yeh marg ka paighaam na aaya?--Meer
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
karte kis muNh se ho, ghurbat ki shikayat Ghalib?
tum ko bemeheri-e-yaaraan-e-watan yaad nahiN?
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
huye mer ke hum jo ruswa huye kyun na jarq daryar
na kabhi janaza uthta na kahyen mazar hota
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
khushboo se jin guloN ki mehakte thhe do jahaaN
kyoN ai saba! woh phool chaman se kidhar gaye?--Shaad Azeemabadi
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Shummu
- -
- Posts: 733
- Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
-
Contact:
Post
by Shummu »
yeh jo qaul-o-qaraar hai, kya hai?
shak hai ya eitbaar hai, kya hai?!
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai