Is forum par main pehli baar hazir ho raha houn aur apni aik ghazal paish karnay ki jasarat kar raha houn apni aara zaroor dijiyay ga.
AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI
KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI
HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
SUKOO'N MILAY BHI TU KAISAY SHIKAST-E-ZAAT KAY BAAD
YEH DARD WOH HAI JO AAH-O-FUGHA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HAI
AIK GHAZAL
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Anis Hasan wrote:Is forum par main pehli baar hazir ho raha houn aur apni aik ghazal paish karnay ki jasarat kar raha houn apni aara zaroor dijiyay ga.
AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI
KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI
HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
SUKOO'N MILAY BHI TU KAISAY SHIKAST-E-ZAAT KAY BAAD
YEH DARD WOH HAI JO AAH-O-FUGHA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HAI
janab anis hasan sahib
aapki ghazal biohat hi pasand aaee,so bohat hii daad bhi hazir hay.acha kalam parh k tabi,at khush ho jatii hay.
:)
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Bahut khoob Waah Waah
MuHtaram
Anis Hasan Saahib
Purkhuloos Tasleemaat, :)
Aap ne apni hii is meHfil meiN tashreef laakar hameN behad mamnoon farmaayaa hei aur saath hii saath aik bahut dhii ikash se hamaaraa dil bhii jeet liyaa hei. Aapki ghazal ke saare ashAar bahut hii khoobsoorat mazaameen ke saath baasirah navaaz houe. Hairat hei ke ham aap jaise qaadir-ul-kalaam shayer se ab tak kaise meHroom rahe.
MaiN aapki ghazal paRhtaa rahaa aur jhoomtaa rahaa:
AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI
KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI
HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
SUKOO'N MILAY BHI TU KAISAY SHIKAST-E-ZAAT KAY BAAD
YEH DARD WOH HAI JO AAH-O-FUGHA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HAI
Ummeed ke aayindah bhii apne dilkash kalaam se navaazte rahenge aur hameN shukriya adaa karne kaa mauqaA denge.
Aapka Mukhlis,
Nazir.[/i]
Re: AIK GHAZAL
janaab Anis saahab,Anis Hasan wrote:Is forum par main pehli baar hazir ho raha houn aur apni aik ghazal paish karnay ki jasarat kar raha houn apni aara zaroor dijiyay ga.
AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI
KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI
HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
SUKOO'N MILAY BHI TU KAISAY SHIKAST-E-ZAAT KAY BAAD
YEH DARD WOH HAI JO AAH-O-FUGHA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HAI
aap ki ghazal paRh kar dil khush huvaa.
buhat pukhta kalaam hai mashaa'Allah aap kaa aur iss mehfil mein aik achaa izaafah bhee.
meree taraf se daad qubool kijiye.
shukriya
Naheed
Re: AIK GHAZAL
Adaab Anis hasan sahab...sab se pehle to KHUSHAAMADEED is mehfil mein..pehli dafaa aap ka koi kalaam paRh rahi hoon aur saaf zaahir hota hai ke aap kaafi pukhtaa likhaari hain...aap ka kalaam bahut pasand aaya..quoted ash'aar bahut achche lage..daad haazir hai..aate rahiyega ...aur bhi apne kalaam se mehfil ki raunaq barhaaiyega ... :)HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HA
Shumaila
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Mohtarma "Najma" sahiba ghazal ki pasandeedgi ka behud shukriya.najma wrote:
janab anis hasan sahib
aapki ghazal biohat hi pasand aaee,so bohat hii daad bhi hazir hay.acha kalam parh k tabi,at khush ho jatii hay.
:)
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: Bahut khoob Waah Waah
Mohtaram "Abdullah Nazir" Saahib qadardaanon ki is mehfil mein aa kar mujhay bhi dili khushi hui hai InshaAllah aainda bhi hazir hota rahoun ga. Ghazal aap ko pasand aayee tu mehnat wasool hui shukriya.Abdullah Nazir wrote:
MuHtaram
Anis Hasan Saahib
Purkhuloos Tasleemaat, :)
Aap ne apni hii is meHfil meiN tashreef laakar hameN behad mamnoon farmaayaa hei aur saath hii saath aik bahut dhii ikash se hamaaraa dil bhii jeet liyaa hei. Aapki ghazal ke saare ashAar bahut hii khoobsoorat mazaameen ke saath baasirah navaaz houe. Hairat hei ke ham aap jaise qaadir-ul-kalaam shayer se ab tak kaise meHroom rahe.
MaiN aapki ghazal paRhtaa rahaa aur jhoomtaa rahaa:
AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI
KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI
HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN
MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SAY BAHAR HAI
SUKOO'N MILAY BHI TU KAISAY SHIKAST-E-ZAAT KAY BAAD
YEH DARD WOH HAI JO AAH-O-FUGHA'N SAY BAHAR HAI
MERAY YAQEEN PAY HAIRAN HONAY WALAY SUN
YEH SILSILA TERAY WEHM-O-GUMA'N SAY BAHAR HAI
MAIN US KAY HUSN KI TAAREEF KIS TARAH SAY LIKHOUN
YEH MOAJEZA MERAY IJZ-E-BAYA'N SAY BAHAR HAI
MAIN AIK BANDA-E-NAACHEEZ HOUN MERAY YARAB
YEH IMTIHA'N MERI TAAB-O-TAWA'N SAY BAHAR HAI
Ummeed ke aayindah bhii apne dilkash kalaam se navaazte rahenge aur hameN shukriya adaa karne kaa mauqaA denge.
Aapka Mukhlis,
Nazir.[/i]
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Mohtarma "Naheed" saahiba aap ki daad par behud mamnoon houn.naheedv wrote:
janaab Anis saahab,
aap ki ghazal paRh kar dil khush huvaa.
buhat pukhta kalaam hai mashaa'Allah aap kaa aur iss mehfil mein aik achaa izaafah bhee.
meree taraf se daad qubool kijiye.
shukriya
Naheed
-
- -
- Posts: 40
- Joined: Sun Feb 06, 2005 8:38 pm
- Location: karachi
- Contact:
Re: AIK GHAZAL
Mohtarma "Shumaila" saahiba aap ki pazeerai aur ghazal ki pasandeedgi ka buhat buhat shukriya.Shummu wrote:
Adaab Anis hasan sahab...sab se pehle to KHUSHAAMADEED is mehfil mein..pehli dafaa aap ka koi kalaam paRh rahi hoon aur saaf zaahir hota hai ke aap kaafi pukhtaa likhaari hain...aap ka kalaam bahut pasand aaya..quoted ash'aar bahut achche lage..daad haazir hai..aate rahiyega ...aur bhi apne kalaam se mehfil ki raunaq barhaaiyega ... :)
Shumaila