Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan

Post by Shummu »

jo meri fikr ko soz-e-sukhan de
talaash ab bhi mujhe hai us hunar ki
Last edited by Shummu on Sat Mar 25, 2006 10:01 am, edited 1 time in total.
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

sukhan

Post by Abdullah Nazir »




meraa her sheAr hei jaise mire dil kii aavaaz

wo samajh lete heiN tashreeH-e-sukhan se pahle.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

cha.nd shero.n me.n kahaa.N Dhalatii hai ehasaas kii aag
Gham kaa ye rang nikharanaa to abhii baaqii hai

by:Rashid Kamil

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

sukhan

Post by Abdullah Nazir »




kuch is TaraH ki dilkashi mere sukhan meiN hei

boo-e-gulaab jaise tire pairahan meiN hei.


Shaayer: Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

ghazal usne chedi mujhe saaz dena
zara umer .re.rafta koaawaz dena
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

sheAr

Post by Abdullah Nazir »




"shaayer tou hei vohi ke jo fiTrat nigaar hou

jiske her aek sheAr peh dil beqaraar hou."


Shaayer: Talib Razaaqi. Hyd.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"ghazal"

Post by Abdullah Nazir »




Nazir ghazal-saraayi ab maangti hei ham se
naghmaat ghair faani ashAar sarmadi se.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

ghazal

Post by Abdullah Nazir »




her aah dil se banke nikalti hei ik ghazal

kyaa aamad o nuzool hei kyaa shaayeri nah pooch.


Shaayer: Abdullah Nazir.

[color-brown]
Nazir.

[/color]
Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

hyn aor bhi duniya main sukhan wer bohat acche
kehte hain ki galib ka hy andaz.e.baiyan aor
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

ghazal

Post by Abdullah Nazir »




kahaaN luTf aayegaa Nazir ghazal kaa

HaseenaoN meiN jab tak muravvat nah hougi.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Uska andaaz e sukhan sab se judaa tha shayad
baat lagtee huee lehjaa mukarne waala

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

kuch tu kahiye ki loog kahte hain
aaj galib gazalsara na hua
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"shaayer"

Post by Abdullah Nazir »




MuHabbat kaa nasha paagal nah karde tere shaayer ko

bhataktaa chouRde tanhaa bayaabaaN meiN musaafir ko.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"sheAr"

Post by Abdullah Nazir »

[size\18]


waqf-e-sheAr o naghmah hooN is TaraH se ai Nazir.

mashghalah nahiN jaise koii dil bahalne kaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

[/size]
Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

dil k mandir main bithaoon koi murat jaisay ---
aa tujhay sher sunaoon teri surat jaisay

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Post Reply