Lafz par ashaar#29-"PARDA/CHILMAN/GHOONGHAT"

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Lafz par ashaar#29-"PARDA/CHILMAN/GHOONGHAT"

Post by Shummu »

dekhe baGair haal ye hai iztiraab kaa
kyaa jaane kyaa ho pardaa jo uTThe naqaab kaa
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"pardah"

Post by Abdullah Nazir »




Pardah poushi be-sabab hei kis liye

raaz chup saktaa hei kyaa hamraaz se.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

saaf chupty bhi nahi saamne aaty bhi nahi

khoob parda hay kh chilman se lagey baithey hain
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"pardah"

Post by Abdullah Nazir »




parda-e-khalwat meiN wo chupte rahenge kab talak

aek din bezaar houkar baam per aajaayhenge.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Last edited by Abdullah Nazir on Sat Apr 08, 2006 1:46 am, edited 1 time in total.
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

pardah

Post by Abdullah Nazir »




maiN ne jab parda-e-alfaaz meiN menzoom kiya

baat thii dil ki magar ban gayi rangeen ghazal.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

un kaa aaNchal hai k ruKhsaar k pairaahan hai
kuChh to hai jis se huii jaatii hai chilman raNgeeN (Faiz)

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"pardah"

Post by Abdullah Nazir »




chaand sa chehrah ho yaa daaman-e-rangeeN uskaa

pardah karne peh bhi houjaati hei Soorat zaahir.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

'ardah

Post by Abdullah Nazir »




pardah haTte hi nazar aayi jo unki Soorat

yuN lagaa kaund gayi barq mire khirman per.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

jii mein aataa hai ki dein parde se parde kaa javaab
ham se vo pardaa karein duniyaa se ham pardaa karein

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

chilman

Post by Abdullah Nazir »

[colr=blue]


pas-e-chilman bhi rehkar kab the ghaayib tum nigaahaoN se

dikhaate ho jo ab naazo o adaa se apni Soorat yooN.


Shaayher: Nazir.

[/color]
Nazir.

Image
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

parde parde me.n aataab achchhe nahii.n
aise a.ndaaz-e-hijaab achchhe nahii.n
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

Khud dil me.n rah ke aa.Nkh se pardaa kare ko_ii
haa.N lutf jab hai paake bhii Dhuu.NDhaa kare ko_ii
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

aariz-e-shaam kii surKhii ne kiyaa faash use
pardaa-e-abr me.n thaa aag lagaane vaalaa
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"chilman"

Post by Abdullah Nazir »




tuu pas-e-pardah ho yaa phir pas-e-chilman ho nihaaN

dekh letaa hooN tujhe apne dhaRakte dil meiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Last edited by Abdullah Nazir on Wed Apr 19, 2006 11:49 pm, edited 1 time in total.
Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

na hoti ger khudi hum main tu jo tuu tha wahi hum they
yeh parda kisliye dala hy yarab darmian tuu ne
Post Reply