KHUSHAAMDEEED HIRA PARI
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
KHUSHAAMDEEED HIRA PARI
Hira Pari , aapka urdubandhan par purkhuloos dili istaqbaal ,
aaye aur apni raye aur nigarishat se nawazte raheiye. mumkin ho to apna mamooli taarruf bhi karwaiN ta ke arakeen e urdubandhan aik dosre ko jaan sakeiN.
shukria
MQ

Re: KHUSHAAMDEEED HIRA PARI
Shukria Mahtab Qadr jiMahtab Qadr wrote:Hira Pari , aapka urdubandhan par purkhuloos dili istaqbaal ,
aaye aur apni raye aur nigarishat se nawazte raheiye. mumkin ho to apna mamooli taarruf bhi karwaiN ta ke arakeen e urdubandhan aik dosre ko jaan sakeiN.
shukria
MQ
wese yahan jo urdustani honge shaid wo jante hoN mujhay
app k istaqbal ka bayhad shukria
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Re: KHUSHAAMDEEED HIRA PARI
Hira Pari
Masala ye nahi ke kaun janta hai kaun nahi, janne wale to ham bhi haiN ke aaap urdustan ke Jeddah shayed ko to janti hi hoNgi islye maqsad sirf nahi janne waloN ke lye hai aur agar dobara bhi tarruf ho jaye to Qand e Mukarrar hi hoga.

hira_pari wrote:Shukria Mahtab Qadr jiMahtab Qadr wrote:Hira Pari , aapka urdubandhan par purkhuloos dili istaqbaal ,
aaye aur apni raye aur nigarishat se nawazte raheiye. mumkin ho to apna mamooli taarruf bhi karwaiN ta ke arakeen e urdubandhan aik dosre ko jaan sakeiN.
shukria
MQ
wese yahan jo urdustani honge shaid wo jante hoN mujhay
app k istaqbal ka bayhad shukria
Re: KHUSHAAMDEEED HIRA PARI
Mahtab Qadr wrote:Hira Pari
Masala ye nahi ke kaun janta hai kaun nahi, janne wale to ham bhi haiN ke aaap urdustan ke Jeddah shayed ko to janti hi hoNgi islye maqsad sirf nahi janne waloN ke lye hai aur agar dobara bhi tarruf ho jaye to Qand e Mukarrar hi hoga.
shukria
MQ
acha...
dantaiN to na
main Hira hun
and lahore main rehti hun
aur ab apni kia tareef kerun...tareef us khuda ki jisne mujhay banaya
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
wah wah bahut khoob acha jawaab hai:) bhai dant kaun rha hai , purani net ki sathi honeke sabab itna to kah sakt hoN na ke ye aapka naam Hira Pari parh kar kabhi kabhi talaffuz bigarh jaata hai to hera pheri ban jaata hai. :) aur waqai Tareef us khuda ki jis ne hameiN banaya magar aapse mai ne tareef nahi taarruf bayan karne ko kaha tha. aap khawmakhaw khush...khair. waise bhi mastoorat apni tareef se ziada munasibat rakhti haiN tarruf to khud ho hi jaata hai.
shukria
MQ
shukria
MQ
- Nadir Sir'giroh
- nau-waarid
- Posts: 19
- Joined: Sun Apr 16, 2006 9:18 am
- Location: Bambai Meri JaaN.............
- Contact:
MEHATAB SAHEB
BOHAT KHOOB
BOHAT KHOOB
Nadir Khan Sir'giroh
http://forum.urdugulban.com/phpBB/
Hairat se yooN na dekhiye, zarraH huwaa toA kya huwaa.
Apni jagaH pe jaaneman, zarraH bhi aaftaab hai.

MEHTAB SAHEB

Hira jee Aadaab,
urdustan pe aap kaa naam paRh chukee hooN aap ke kaarnaamooN se filHaal na-waaqif hooN keh us mehfil meN bhi waqt naheeN de paa rahii varnaa shayed aap ke naam ke ilawaa kaam se bhi waaqif ho jaatee.
Khair is bazm meN aap ka Khair maqadam karne ham bhi aaye heN. so aap ko Khush aamadeed kehte heN.
umeed kartee hooN keh ab aap is meHfil meN bhi waisee hee raunaq le kar aaheNgee jaisee keh is bazm ke behn-bhaiioN kee meHfilooN meN le kar aaYii heN.
Khush rahiye
Wassalam
Zahida Raees :Raji:

Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
- little abbasi
- -
- Posts: 112
- Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
- Contact:
Mahtab Qadr wrote:wah wah bahut khoob acha jawaab hai:) bhai dant kaun rha hai , purani net ki sathi honeke sabab itna to kah sakt hoN na ke ye aapka naam Hira Pari parh kar kabhi kabhi talaffuz bigarh jaata hai to hera pheri ban jaata hai. :) aur waqai Tareef us khuda ki jis ne hameiN banaya magar aapse mai ne tareef nahi taarruf bayan karne ko kaha tha. aap khawmakhaw khush...khair. waise bhi mastoorat apni tareef se ziada munasibat rakhti haiN tarruf to khud ho hi jaata hai.
shukria
MQ
ab is baat ka koi jawab nahin mere paas lol
Raji wrote:Hira jee Aadaab,
urdustan pe aap kaa naam paRh chukee hooN aap ke kaarnaamooN se filHaal na-waaqif hooN keh us mehfil meN bhi waqt naheeN de paa rahii varnaa shayed aap ke naam ke ilawaa kaam se bhi waaqif ho jaatee.
Khair is bazm meN aap ka Khair maqadam karne ham bhi aaye heN. so aap ko Khush aamadeed kehte heN.
umeed kartee hooN keh ab aap is meHfil meN bhi waisee hee raunaq le kar aaheNgee jaisee keh is bazm ke behn-bhaiioN kee meHfilooN meN le kar aaYii heN.
Khush rahiye
Wassalam
Zahida Raees :Raji:
W adaab
ji janab insha Allah yahaN bhi gali gali mere kaarnamay mashhoor ho jayeNge
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Khushaamaded
MuHtaramah
Hira Pari SaaHibah,
PrukhulooS Tasleemaat,
Aapko urdubandhan ki site per dekhkar bahut khushi houi. Ham aapka garmjoushi se istiqbaal karte heiN aur ummeed karte heiN ke aapki takhleeqaat aur tabSire paRhne ko milte rahenge.
Aapka MukhliS,
Nazir.