najm sahib
itnii khoosroorat aur kamyab ghazal par merii taraf ssaay daad qubool kijiyey
:)
Ghazal:mujhe to TooT k har Haal mein bikharna tha
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Bahut khoob Waah Waah Naheed Saahibah
MuHtarami
NAJM Saahib
Purkhuloos Tasleemaat,
Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar bahut hii achche heiN jin ke liye meri daad aur mubaarakbaad haazir hei.
Baz loagaoN kaa khayaal hei ke aapke matleAh kii tarah jab qaafiyaoN meiN mumaacilat houti hei jaise "bikhkharna" aur "bharnaa" to ghazal ke doosre ashAar bhii yeh paabundi aayed houti hei ke her qaafiye meiN "harnaa" hounaa zaroori hei. Patah nahiN unkaa khayaal kahaaN tak saHeeH hei.
Apak Mukhlis,
Nazir.