Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
khushboo
khushboo-e-zulf-e-yaar thii shaam-e-viSaal meiN
gum hougayaa maiN lazzat-e-deed-e-jamaal meiN.
Shaayer: Abdulah Nazir.
Nazir.
-
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
- Contact:
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
khushboo
khushboo-e-zulf-e-yaar mire bakht meiN kahaaN
daaman meiN bewafaa ne mire khaar bhar diyhe
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
-
- -
- Posts: 20
- Joined: Thu Jan 10, 2008 6:22 pm
- Location: Peshawar Pakistan
- Contact:
-
- -
- Posts: 20
- Joined: Thu Jan 10, 2008 6:22 pm
- Location: Peshawar Pakistan
- Contact:
-
- nau-waarid
- Posts: 7
- Joined: Sat Jan 12, 2008 6:27 pm
- manzar alam
- -
- Posts: 26
- Joined: Sat Jan 30, 2010 5:34 pm
- Contact:
Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
phool ki patti se cut sakta hai heere ka jigar
mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar
mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
دامنِ دل ہے کہ خوشبو سے مہک اٹھا ہے
پھول گلشن کے کسی نے جو بکھیرے گھر میں
عبداللہ ناظرؔ
پھول گلشن کے کسی نے جو بکھیرے گھر میں
عبداللہ ناظرؔ
سالم احمد باشوار
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Waah Waah Manzar Alam Saheb.. kya khoob sher hai. Shukriya. Magar Bhai jaan.. hum yahan "Khushboo" kii baat kar rahe hain....... kya hee achcha ho agar aap "Khushboo" lafz pe dher saare ashaar share karein.... Maza Aa Jaayega... !!manzar alam wrote:phool ki patti se cut sakta hai heere ka jigar
mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar
aapka apna
Munir Armaan[/b]
muneer armaan nasimi
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Aaj Kitni Nikhar Gayi Khushboo
Seedhe Dil main Utar Gayi Khushboo
Mere armaan sab hoye uske
Mujhse mil ke Sanwar Gayi Khushboo
[munir armaan nasimi kii ghazal se.........]
Seedhe Dil main Utar Gayi Khushboo
Mere armaan sab hoye uske
Mujhse mil ke Sanwar Gayi Khushboo
[munir armaan nasimi kii ghazal se.........]
- manzar alam
- -
- Posts: 26
- Joined: Sat Jan 30, 2010 5:34 pm
- Contact:
Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
iske liye maiN ma;zarat KHwaah hooNmunir-armaan-nasimi wrote:Waah Waah Manzar Alam Saheb.. kya khoob sher hai. Shukriya. Magar Bhai jaan.. hum yahan "Khushboo" kii baat kar rahe hain....... kya hee achcha ho agar aap "Khushboo" lafz pe dher saare ashaar share karein.... Maza Aa Jaayega... !!manzar alam wrote:phool ki patti se cut sakta hai heere ka jigar
mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar
aapka apna
Munir Armaan[/b]
muneer armaan nasimi
janaab muniir armaan nasiimi saHeb!
aap ki GHazal ke ye ash'aar bahut hi KHoob haiN
nacheez ki daad qubuul kareN!
=========================================
matloobah lafz''KHushbu''par she'r Haazir-e-KHidmat hai
raNg pairaahan ka ''KHushbu''zulf lehraane ka naam
mausam-e-gul hai tumhare baam par aane ka naam