kamaal ka samaaN hei ye suroor hei bahaar hei....

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Bahut khoob, waah waah

Post by Abdullah Nazir »


MuHtaramah
[Saara SaaHibah,

PurkhulooS Tasleemaat,

Aapki yeh ghazal bahut pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.

Saare ashAar achche heiN aur laayiq-e-teHseen bhi. Bahut khoob, waah waah.


Aapka MukhliS,
Nazir.

Last edited by Abdullah Nazir on Sun May 28, 2006 12:03 pm, edited 1 time in total.
Image
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

kiya kehne

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtarmah Sara SaHebah
tasleem!

aap kee tazah Ghazal dekhee bohot khubSurat she'er kahe haiN.
meree janib se dilee dad aor mubarak bad ka peGham qubool kijiye.

wassalam
muzaffar
Raji
-
-
Posts: 211
Joined: Fri Dec 31, 2004 6:58 am
Location: Home Sweet Home
Contact:

Post by Raji »

Azeezah Sara SaaHebah:
purKhulooS tasleemaat,

aap kee yeh Ghazal Hasb-e-mamool pasand aayii.
meree jaanib se dilee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.

aap kee muKhliS

Zahida Raees :Raji:
Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
User avatar
Atiq-ur-Rehman Saffy
-
-
Posts: 66
Joined: Sat Jan 01, 2005 1:58 pm
Location: Gujrat, Pakistan
Contact:

Bohot khoob

Post by Atiq-ur-Rehman Saffy »

MOhtarma Sara Sahiba, Assalam u Alikum,

Masha Allah, kya kehnay,wah wah kya khoobsorat ghazal kahee hai aap nay, parh k jee khush ho gya, itna umda klaam......bhy meri tarf say dheroon daad qabool kejay.
hai sara khel waqt ka k ham ko day khushi koi
na tera ekhtayar kuch na mera ekhtayar hai
bohot khoob.
Duaa Goo,
Atiq-ur-Rehman Saffy
Post Reply