Khushamdeed ''Waqar Masood''

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
User avatar
Naveed_Ahmad_Naveed
-
-
Posts: 68
Joined: Thu Dec 09, 2004 6:46 am
Location: Pakistan
Contact:

Khushamdeed ''Waqar Masood''

Post by Naveed_Ahmad_Naveed »

aslaam-o-alekum Waqar Masood


aap ko urdubhandhan ki is khubsorat mehfil meiN dil ki gehraioN se khushamdeed. umeed hai aap hamara bharpoor sath deiNge. :)

Naveed.
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam Waqaar miyaaN,

Khush-aamded/Welcome/shubh-aagman!

aaiye aaiye, tashreef laaiye. bahot Khoob! aapko yahaaN dekh kar dili masarrat huii. ummeed hai ki aapkaa qeemti waqt yahaaN bahot 'umdagii se guzregaa aur ham ek dusre se faiz_yaab ho sakeNge.

aate jaate rahiyega aur apne tasaaneef aur kalaam se hameN maHzooz karvaate rahiiyegaa. shukria.
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

Khushaamaded

Post by Abdullah Nazir »


Muhtarami
Waqaar Masood Saahib,

Purkhuloos Tasleemaat, :)


Yeh aapki apni site hei jo ham ahl-e-Urdu-Adab ko aik rishte meiN aandhne ke liye banayi gaiee hei.


HAM AAPKAA TAH-E-DIL SE ISTIQBAL KARTE HEIn.


Aapka Mukhlis,

Nazir.
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

Assalam-o-a'laikum,

Waqar Masood SaaHib
, ham aap ko apne is jannat numaa ghar maiN tah-e-dil se khush-aamadeed kehtey haiN :D . insha allah aap ka waqt yaahaN bahut achcha guzreyga.

MokhliS : Zia Baloch
riaz ahmed saraa
-
-
Posts: 46
Joined: Thu Dec 16, 2004 8:13 am
Location: Lahore
Contact:

Post by riaz ahmed saraa »

Assalam-o-a'laikum,

Waqar Masood SaaHib

aap ko is bazm meiN daikh kar bohat khushi huii

hamaisha khush rahaiN

riaz
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Salaam

Hamaari jaanib se bhi Waqar sahab aap ko bahut bahut khushaamadeed is nayi bazm mein :)

Shumaila

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Post Reply