Is Maah ke shaayer Mirza Rafee Sauda
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Is Maah ke shaayer Mirza Rafee Sauda
Last edited by zmufti on Wed Jul 05, 2006 4:21 pm, edited 1 time in total.
Last edited by zmufti on Wed Jul 05, 2006 4:03 pm, edited 1 time in total.
- Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
- Contact:
Shukriyah
[size\18]
MuHtaramah
zmufti SaaHibah,
PurkhulooS Tasleemaat,
Mujhe Sauda kee yeh ghazal nahiN mil sakee jiske teesre sheAr ke pahle miSreA meiN beHr ki ghalaTi hei. Housaktaa hei ke yeh miSraA yooN hou:
GhaZab jou dil meiN zaraa uske hou to kam mat jaan
chauthe sheAr kaa pahlaa miSraA ghaaliban yooN hounaa chaahiye:
sharar se kam nahiN houtaa hei garm qaTra-e-ashk
Is pahli ghazal ke baaqi saare ashAar durust maAloom houte heiN.
--------------
Doosri ghazal:
SheAr No.5 chooT gayaa hei jou yooN hei:
jaa hee bhiRaa thaa us Saf-e-mizhgaaN se dil miraa
per zakhm yeh uThaaye keh bus choor hougayaa.
MaqTeA meiN bhee ghalaTiyaN heiN jisko yooN hounaa chaahiye:
Sauda ko kehte heiN keh hei us se muSaaHabat
kitnaa ghalaT yeh Harf bhee mash'hoor hougayaa.
=======
Ghazal No.3.
SheAr No.5 kaa doosraa miSraA yooN hounaa chaahiye:
jaageh Haram-e-dil meiN jo de dee hei butaaN ko.
SheAr No.6 kaa pahlaa miSraA yooN housaktaa hei:
naaSeH yeh mujhe raast kahe thaa khabar-e-daagh
lekin mujhe nahiN maAloom ke aSl miSraA kyaa hei.
Ummeed hei ke taSHeeH farmaaleNgi.
Aapka MukhliS,
Nazir.
[/size]