Ghazal:

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

Saara jee, aadaa b !

bohut u'mdah Ghazal paish kee hai aap ne ! sabhi asha'aar achche haiN
daad !!

Zia Baloch
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
Ibn-e-siddique
-
-
Posts: 219
Joined: Thu Dec 16, 2004 4:12 am
Location: Doha Qatar
Contact:

Post by Ibn-e-siddique »

sara saHiba

salaam arz hai

aap ki taraHi ghazal hameN pasand aayee. kaafi arse baa'd aap ka kalaam paRhne ka mauqa mila

umeed hai isi taraH apna kalaam sunaati raheN gi

shukria

Amjad
Mire ash'aar ae Iqbal kyuN pyaare na hoN mujhko
mire TooTe hue dil ke ye dard.angez naale haiN
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

buhat khoob
Sara jee
is khoobsurat ghazal ke liye daad qabool kijye
regards
zmufti
User avatar
Mahtab Qadr
-
-
Posts: 559
Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:

Post by Mahtab Qadr »

Saara sahiba aadaab
Aapki ghazal saada zaban mai aik achi koshish hai . bahut khoob
Mahtab
Post Reply