Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
"ragaRwaayeeN yeh mujh se aeRiyaaN ghurbat meiN weHshat ne
houaa masdood rastah jaada-e-raah-e-waTan bigRaa"
Shaayer: Haider Ali :aatish:
Nazir.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
na poochh a'alam-e-bargashta_taal'ai Aatish
barasti aag jo baaraaN ki aarzoo karte--Aatish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Maha
- nau-waarid
- Posts: 11
- Joined: Mon Feb 14, 2005 2:56 pm
- Location: Mumbai
-
Contact:
Post
by Maha »
دوست مجھ سے جو ہیں نالاں تو ہیں دشمن برہم
جیسا بے فیض ہوں میں کیا کوئی صحرا ہوگا !
To err is human, but to really foul things up you need a computer.............Rich Cook
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
duniya ki nafratain mujhey khalaash kergaiyen
aik pyer ki nazar merey kaase main daaliye.
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
sach tau yeh hai ke nahiN doosra tujhsa koi
ai sanam, jhooT na bolenge Khuda rakhte haiN--Aatish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
zmufti
- -
- Posts: 594
- Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
- Location: lahore
-
Contact:
Post
by zmufti »
aye khuda jo bhee mujhe pind-e-shakaibaaii de
is ki aankhoN ko mirre zakhm ki gehraaii de
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
aafat-e-rozgaar jab tum ho
shikwah-e-rozgaar kaun kare--DaaGh
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
hassan_bashir
- -
- Posts: 436
- Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
- Location: Kuwait
-
Contact:
Post
by hassan_bashir »
jaane kyaa TuuTaa hai paimaana ke dil hai miraa
bikhare-bikhare haiN khayaalaat mujhe hoNsh naheeN
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
tere daaman talak hi pahunchuN aur
Khaak hone se kuchh muraad nahiN
--ShaiKh Qayamuddin 'Qaayam'
mujh sa jahaN meiN koi bhi aashufta_sar nahiN
hai yuN tau zulf-e-yaar bhi par is qadar nahiN--'Qaayam'
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
Abdullah Nazir
- -
- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
"deke ik bousa-e-khaal-e-lab-e-sheereeN ai doust
tuu ne sau naaqa-e-aahou-e-khutan mujhko diyaa".
Shaayer: Haider Ali :aatish:
Nazir.
-
zmufti
- -
- Posts: 594
- Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
- Location: lahore
-
Contact:
Post
by zmufti »
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
is dard-e-judaai se kahiN jaan nikal jaaye
'Aazurdah' mere haq meiN zara yuN bhi du'a kar
--Mufti Sadruddin 'Aazurdah'
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
is jahan main kub kisi ka dard apnaatey hain loog
rukh hawa ka dekh ker akser badal jaaty hain loog
-
Daanish
- -
- Posts: 448
- Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
- Location: jahaan-e-kharaab
-
Contact:
Post
by Daanish »
ziyaarat hogi ka'abe ki yahi ta'abeer hai iski
kai shab se hamaare Khwaab meiN butKhaana aata hai-Aatish
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
-
ummassad
- -
- Posts: 695
- Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm
Post
by ummassad »
sham hotey hi chirgoun ko bujha deti houn
dil hi kaafi hey teri yaad main jalney keliye