Eitebar Sajid ki Ghazal

UstadaoN aur MuntaKhib ShoAraa ki shaayeri

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
Atiq-ur-Rehman Saffy
-
-
Posts: 66
Joined: Sat Jan 01, 2005 1:58 pm
Location: Gujrat, Pakistan
Contact:

Post by Atiq-ur-Rehman Saffy »

Bohot khoobsorat intakhaab hai sara jee. wah zabradast
...................................................................................
...................................................................................

Aadat see ho gye hai mujhay intazar kee
sorat bigar gye hai dil-e-beqarar kee

mat pooch kitnay zabt kay mosam basar kiye
ab sakht aarzoo hai ksi gham gusar kee
saffy
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

wowwwwwwwwwwwwww beatifulllllllllll ghazal....SARA jee aapka intekhaab aur desigining dono bahut pasand aayi....aakhri sher mein lafz ALBUM hai??

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam...bahoty Khoob saara saahiba...aapkii pesh kardah Sajid saaHib kii Ghazal bahot umda hai...aapkii pasand kii daad detasa huN. shukria share karne ke liye.
Image
Post Reply