Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
PK Swami
-
-
Posts: 102
Joined: Wed Jul 06, 2005 2:59 am
Location: Delhi
Contact:

Post by PK Swami »

NooH hamko nazar aayaa na yahaaN but koi
log kahte haiN k kaabe meInkhudaa miltaa hai ! - Nooh Naarvee



PK Swami
mujhe dil diyaa to taRap bhee de
jo hooN doosroN kaa sharik.e gham
mujhe aisey dil kee talab naheeN
jo kisii ke kaam na aa sake
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a


hum rahi ka jo kabhi hota hai Aatish ittefaq
Khizr-e-seHraa_gard deta hai mira mar mar ke saath
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a

haye woh a'alam-e-pur_shauq, ke jis waqt Jigar
uski tasveer bhi seene se lagaaye na banay
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




"ab khaak see uRe hei moNh ooper wagarnah :Meer:

is chashm-e-giryah-naak se daryaa bahaa kiye".


Shaayer: Meer Taqi :Meer:


Nazir.

Image
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a

tuu hazaar uzr kare magar, humeiN shak hai aur hi kuchh Jigar
tire izteraab-e-nigaah se, tiri ahtiyaat-e-kalaam se
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a


dikhauN ishq ki Khud_daariyaaN Jigar meiN bhi
jo ek baat pe qaaim Ghuroor-e-naaz rahe
--Jigar
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




"aseer-e-Halqa-e-kaakul nah maiN houaa ai :Daagh:

mire khudaa ne bachaayaa hei baal baal mujhe."


Shaayer: :Daagh:


Nazir.

Image
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a



badan se jaan bhi ho jaayegi ruKhsat Jigar, lekin
na jaayega Khayaal-e-Hazrat-e-AsGhar mire dil se
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




"sheAr Mumin ke paRhe baiTh ke us ke aage

khoob aHwaal-e-dil-e-zaar sunaakar uTThe."


Shaayer: :Mumin:


Nazir.

Image
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a


kar diya zauf ne a'ajiz, Ghalib
nang-e-peeri hai jawaani meri
rau meiN hai raksh-e-umr kahaN dekhiye thhame
nay haath baag par hai na paa hai rikaab meiN--Ghalib
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




"jab sunaa daagh koii dam meiN fanaa houtaa hei

ous sitamgar ne ishaare se kahaa houne do"


Shaayer: :Daagh:


Nazir.

Image
Daanish
-
-
Posts: 448
Joined: Sun Feb 05, 2006 2:02 pm
Location: jahaan-e-kharaab
Contact:

Post by Daanish »

maqt'a


us fitna_Khu ke dar se ab uThhte nahiN Asad
is meiN hamaare sar pe qayaamat hi kyoN na ho
--Ghalib
PK Swami
-
-
Posts: 102
Joined: Wed Jul 06, 2005 2:59 am
Location: Delhi
Contact:

Post by PK Swami »

ho gayaa Makhmoor raaz.e zindgee kaa inkishaaf
mauj aatee hai fanaa hone ko saahil kee taraf !

Makhmoor Dehalvee


PK Swami
mujhe dil diyaa to taRap bhee de
jo hooN doosroN kaa sharik.e gham
mujhe aisey dil kee talab naheeN
jo kisii ke kaam na aa sake
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




[u"Meer khaT bheje per ab rang uRaa jaataa heih

keh kahaaN baiThe kidhar jaawe kabootar apnaa"[/u]

Shaayer: Meer Taqi :Meer:r.


Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

maqTaA

Post by Abdullah Nazir »




"Mumin tou muddataoN se houe per baqaul-e-Dard

dil se nahiN gayaa hei khayaal-e-butaaN hunooz."


Shaayer: Mumin.


Nazir.

Image
Post Reply