KHUSHAAMADED WAQAR ZAIDI Saahib, (PAK)

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

KHUSHAAMADED WAQAR ZAIDI Saahib, (PAK)

Post by Abdullah Nazir »

[rainbow][h1]
KHUSHAMDEED WAQAR ZAIDI Saahib
[/h1][/rainbow]


MuHtarami
WAQAR ZAIDI Saahib


Purkhuloos Tasleemaat,

Yeh bahut hii khushi kii baat hei ke aap sheAr o shaayeri meiN dilchaspi rakhte heiN jiske liye aapki hii is site per kaafi ihtimaam kiyaa jaataa hei. Aapki aamad hamari khushnaseebi ke mumaacil hei.

Ummeed hei ke aap apni takhleeqaat se is meHfil ko raunaq bakhshenge.


Aapka Mukhlis,
Nazir.

User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

Asslam Alaikom
Khush-amdeed Waqar Zaidy Saahib.
سالم احمد باشوار
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Hamari daawat qubool karne ke behad shukriya WAQAR sahab....bahut khushi hui aap ko yahan dekh kar...ummeed hai aate rahegne... apna kalaam bhi zaroor share kijiyega...hum intizaar karenge :)

TAH_E_DIL se KHUSHAAMADEED !!!!

Shumaila

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

salaam waqaar saaHib,

aapkii tashreef aavorii hamaare liye baa'is-e-sad hazaar masarrat hai aur ham aapkaa teh-e-dil se Khair maqdam karte haiN. ummeed hai ki aapkaa waqt yahaN behtar guzregaa.

aapkii nigaarishaat ka shiddat se intezaar rahegaa. shukria.

Hashmat
Image
Post Reply