maiN bhi kisi khayaal sey kuch ruk gaya waha
dekhi howi jaga thi kisi guzarey door ki
meri sada key saath sada ek aur thi
agaz-e-ehad-e-sarad key paat ghar hi shaam thi
baas itini baat yaad rahi us muqa'am ki
woh solasingar keye aapni hi soochoo maiN khoohi howi hai
sansooN maiN how gharapan, jaisey beysoodh sooi howi hai
dil maiN soo armaN haiN lakin meri simat nigha nahi hai
yunh bahti hai jaisey is key dil maiN kisi ki chaha nahi hai
waisey insaan kisi ki composing dekh kare kuch kah hi deyta hai----------------par aap ney tu kuch bhi nahi kaha achi lagi key buri ------------------------
mah-e-janwaree ke liye Muneer Niyazee marHoom ka intekhaab dilchaspee aor i'lmiyat se khalee naheeN. us par aap kee janib se didah zeb Ghazleeyaat aor un kee aaraae,ish-o-zebaae,ish qabil-e-deed hai.
is khubSurat ehtemaam par meree dilee dad aor mubarak baad qubool kijiye!