Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

dasht

Post by Abdullah Nazir »




dasht-e-ghurbat meiN hei badle houe mausam kee khabar

kyaa her ik mouR peh rangeen khayaabaaN houNge?.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

naheeN

Post by Abdullah Nazir »




NaheeN sehtaa koiee insaaN shikast-e-aarzoo barsouN

"miraa dil touRkar pachtaayegaa wo tund-khoo barsouN".
TaraHi miSraA

Shaayer: Abdujllah Nazir.



Nazir.

Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"ab"

Post by Abdullah Nazir »




ab wo din hee rahe baaqi nah bahaar-e-gulshan

dasht-e-ghurbat hei, miri dar badari hei, maiN hooN.


(dasht / hooN)
Shayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
Post Reply