Aziz Dosto
Nazir sahib se mulaqat rahi. Sehat alhamdlillah behtar hai. Abhi kamzoori hai. Medical checkup normal hai. Sabka salaam phouncha diya houn.
Shukria
Salem Bashwar
Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq
Last edited by sbashwar on Tue Feb 22, 2011 11:08 am, edited 1 time in total.
Reason: Nazir Saheb ka May 16, 2010 mein inteqal ho chuka hai.

سالم احمد باشوار
- muhammad_19k
- -
- Posts: 540
- Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
- Location: Lahore
- Contact:
Saleem SaHeb,
kyaa aap se darkhaast kar saktaa hooN ke iis thread ke zariaye forum bazm ko baa'qaaidigi se Nazir SaHeb ke SeHat aor shab o roz ke mutaliq baa khabar rakhaiN?
1. un ki SeHat kaise hai.
2. Nazir SaHeb ki aankhoaN ka kyaa Haal hai?
3. shaa-iri kaisi jaa rahi hai? kyaa unhoN ne koi nayee ghazal kahi. agar kahi ho to please forum me chaspaaN kijiaye
waghairaa waghairaa.
shukrguzaar.

Muhammad K. Siddiqui.
+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
100 % agreedmuhammad_19k wrote:Saleem SaHeb,
kyaa aap se darkhaast kar saktaa hooN ke iis thread ke zariaye forum bazm ko baa'qaaidigi se Nazir SaHeb ke SeHat aor shab o roz ke mutaliq baa khabar rakhaiN?
1. un ki SeHat kaise hai.
2. Nazir SaHeb ki aankhoaN ka kyaa Haal hai?
3. shaa-iri kaisi jaa rahi hai? kyaa unhoN ne koi nayee ghazal kahi. agar kahi ho to please forum me chaspaaN kijiaye
waghairaa waghairaa.
shukrguzaar.
urdubandhan
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Aziz dosto
Sara behen ke tawajeh dilane par Nazir sahib ke sehat ke taluq se taweel takheer se aap loug ko agah kar raha houn:
Baad namaaz juma (26 October 2007) Nazir sahib se baRhi tafseeli aur kaafi dair tak mulaqat rahee. Sehat achchi hai. Sirf aankh ki wajeh woh online nahin aasakte hain. Dawa aur dawakhane ke naam se mausoof ko allergy hai. Operation ke liye jald tayyar hona moshkil hai. Unke khandan afraad ko operation ke liye tayyar karne ke liye abhi thoRa waqt lagsaka hai. Dua kijiye ke woh operation ke liye razi hojaye. Ramadan ki wajeh aur meri sehat ki kharabi ki wajeh mulaqat baraye naam hi rahi, meri majbori thi.
Woh khud apne taraf se site ki sargami aur kafi loug ko pouch rahe thay.
Muzaffar sahib ne Nazir sahib ke kalaam ko Nayeem Salehriya ki awaz mein bohat hi khubsoorat andaaz mein record karwa kar mere ko CD rawana kiye hain jo woh baar baar sunte hain, iski wajeh thoRa dil bhi lag jata hai. Muzaffar sahib ke jitna bhi shukria ada kijiaye kam hai.
Talib dua

-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
moHtaram Biradaram Salim SaaHib aadaab!sbashwar wrote:Aziz dosto
Sara behen ke tawajeh dilane par Nazir sahib ke sehat ke taluq se taweel takheer se aap loug ko agah kar raha houn:
Baad namaaz juma (26 October 2007) Nazir sahib se baRhi tafseeli aur kaafi dair tak mulaqat rahee. Sehat achchi hai. Sirf aankh ki wajeh woh online nahin aasakte hain. Dawa aur dawakhane ke naam se mausoof ko allergy hai. Operation ke liye jald tayyar hona moshkil hai. Unke khandan afraad ko operation ke liye tayyar karne ke liye abhi thoRa waqt lagsaka hai. Dua kijiye ke woh operation ke liye razi hojaye. Ramadan ki wajeh aur meri sehat ki kharabi ki wajeh mulaqat baraye naam hi rahi, meri majbori thi.
Woh khud apne taraf se site ki sargami aur kafi loug ko pouch rahe thay.
Muzaffar sahib ne Nazir sahib ke kalaam ko Nayeem Salehriya ki awaz mein bohat hi khubsoorat andaaz mein record karwa kar mere ko CD rawana kiye hain jo woh baar baar sunte hain, iski wajeh thoRa dil bhi lag jata hai. Muzaffar sahib ke jitna bhi shukria ada kijiaye kam hai.
Talib dua
Salem Bashwar
Aap kee wisaat^at se moHtaram Nazir saaHib kee SeHat ke barah meN aagahee huee. AlHamdo lillAh! ab woh roobah-e-SeHat haiN. Allah unheeN SeHat-e-kaamilah se nawaze aor jald az jald site par raonaq afrooZ hooN.
inshAllah un kee mazeed muntakhib GhazleeN bhee record karwane kaa iradah hai. inshAllah jald kaam mukammal ho jae gaa.
aap kaa teh-e-dil se mamnoon hooN keh aap HaZ^rat kee SeHat ke barah meN aagah rakhte haiN. aap ka bohot shukriyah. Allah aap ko jazaa-e-khaer se nawaze Aameen!
Wassalam
khaadim
Muzaffar A Muzaffar
Re: Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq
Assalam Alekum, Salem Bhayi!
Nazir SaaHib ki sehat ke baare meiN aagaah kijiye, woh kaise haiN? online kab aa sakeNge? un se kahiyye k ham unheN bahut miss karte haiN aur unheN mera salaam pohnchaa dijiye ga.
shukria!

My Poetry Website>> http://www.tanhaa.net/anmol
A site for Raj Kumar Sahib>> http://rk-qais.bravehost.com
A site for Raj Kumar Sahib>> http://rk-qais.bravehost.com
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Re: Nazir Saheb Ki Sehat ke Mutaliq
MoHtarama Anmol Behen
Nazir Sahib ko aapka salaam pohncha diya houN.
Nazir Sahib ki sehat Alhamdlillah bohat achchi hai. Nazar ki kamzori ki wajeh online nahin aasakenge. Operation karwana zaruri hai jiske liye Nazir Sahib abhi tayyar nahin hain. Dua kijiye.
Mein forum par pesh hone wale kalaam kabhi kabhar suna diya karta houn.
Wassalaam