[size=0]Urdubandhan ke Saathiyo,
Salam-o-Rehmat! Ek Ghazal pesh khidmat hai. Mujhe pata nahin hai ke "misra" kis Shair ka hai. Mujhe pasand aaya aur main ne us pe ghazal keh di hai. Agar kisi ko Shair ka naam pata ho to bara-e-meherbani mujhe batadein, nawazish hogi.
Khuda Hafiz,
aap sab ka,
armaan[/size]
TARHI GHAZAL....
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
TARHI GHAZAL....
- Attachments
-
- Ghazal-Hamare-Haal-Pe-Duniya-ko.gif (13.8 KiB) Viewed 180 times
Re: TARHI GHAZAL....
munir-armaan-nasimi wrote:[size=0]Urdubandhan ke Saathiyo,
Salam-o-Rehmat! Ek Ghazal pesh khidmat hai. Mujhe pata nahin hai ke "misra" kis Shair ka hai. Mujhe pasand aaya aur main ne us pe ghazal keh di hai. Agar kisi ko Shair ka naam pata ho to bara-e-meherbani mujhe batadein, nawazish hogi.
Khuda Hafiz,
aap sab ka,
armaan[/size]
Aadaab, Armaan SaaHib!
Ghazal to bahut Khoob sunaayi aap ne lekin post karte waqt kin dhiyaanoN meiN they aap? Is se bhi choTe text meiN apna paiGhaam likh dia hota. aur taraHee misra kaunsa hai, is ka hameN ilhaam nahiiN hua, ab aap hi batayye ham kis miSre ke shaayir ka naam pata DhoonD kar deN aap ko?
My Poetry Website>> http://www.tanhaa.net/anmol
A site for Raj Kumar Sahib>> http://rk-qais.bravehost.com
A site for Raj Kumar Sahib>> http://rk-qais.bravehost.com
-
- -
- Posts: 518
- Joined: Sat Jan 01, 2005 3:18 pm
- Location: Fort Worth, Texas
- Contact:
mukarramee Armaan SaaHeb: aadaab!
Ghazal dekhee. achhee hai. daad qubool keejiYe. maqt^e' mN aap ne :aayeen: ko mu,annac baaNdhaa hai jo SaHeeH naheeN hai. lafz^ :aayeen: muZakkar hai!
Sarwar A. A. Raz "Sarwar"
Ghazal dekhee. achhee hai. daad qubool keejiYe. maqt^e' mN aap ne :aayeen: ko mu,annac baaNdhaa hai jo SaHeeH naheeN hai. lafz^ :aayeen: muZakkar hai!
Sarwar A. A. Raz "Sarwar"
yooN aur bohat a'ib haiN :Sarwar: meN wa-lekin
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa
Sarwar A. Raz :Sarwar:
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa
Sarwar A. Raz :Sarwar: