Ilm ka husool

Quran ki aayaat aur unki tafseer/Ahaadeec-e-Nabawi SAWS aur unki TashreeH

Moderator: sbashwar

Post Reply
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

:jazak: Sara saheba,
Ilm par shaikh Abdul Qader Jilani (RA) ka aik waqia jiska bohat se kitaboun mein ulemaun ne zikr kiya hai share karna chaonga:
[Quote] Shaitan noorani chehra liye hua (baaz jagaun par awaz) Shaikh se kehta hai ke "aapne bohat ebadatein allah ki ki hain. allah aapse razi hai. Kyohke aap ab bohat zaeef hogaye ho, lehaza ab tumko kisi qism ki ebadat ki zarorat nahin wagaira". Shaikh pehchan jaate hain ke yeh shaitaan hai jo bhatka raha hai. Warna ebadatein to Rasolaun & Ambion ko maaf nahin thi to bhala mujeh kaise maaf hosakti hai. Yahan yeh baat sabit hoti hai ilm hasil karna zarori hai. Laikin hamesha yeh kehna chahye ke "Allah ke Fazal se...."
Shukria
سالم احمد باشوار
User avatar
yasir shah
-
-
Posts: 191
Joined: Mon Mar 14, 2005 2:17 pm
Location: karachi
Contact:

Post by yasir shah »

sbashwar wrote::jazak: Sara saheba,
Ilm par shaikh Abdul Qader Jilani (RA) ka aik waqia jiska bohat se kitaboun mein ulemaun ne zikr kiya hai share karna chaonga:
Shaitan noorani chehra liye hua (baaz jagaun par awaz) Shaikh se kehta hai ke "aapne bohat ebadatein allah ki ki hain. allah aapse razi hai. Kyohke aap ab bohat zaeef hogaye ho, lehaza ab tumko kisi qism ki ebadat ki zarorat nahin wagaira".
SheiKh bhaaNp ga.ay keh yeh shait'aan hay, farmaayaa too jhooT bol rahaa hay kyooNkeh i'baadaat to anbiyaa par bhi mu'aaf naheeN hu.eeN,, shait'aan ne aglaa waar kiyaa (aur yeh doosraa waar is kaa bahut kaaree jaataa hay, baRay baRay Dhair ho jaatay heN ) bolaa ai sheikh tujhe tere i'lm ne bachaa liyaa ,,"hargiz naheeN ! mujhe mere khudaa ne bachaayaa hay", Abdul qaadir jeelaanee ne farmaayaa-


Saraa bahan jazaakAllah! yaqeenan i'lm ke liye mujaahadah ashad Zarooree hay -
Post Reply