Mohtaram Azm Behzad Saheb
Adaab
Aapki aamad Urdubandhan par hamare liye ba'ase masarrat hai. Hum aapka teh dil se isteqbal karte hain iss ummid ke saath ke aap apni adabi takhliqaat, tabsiraon aur adabi khabraon se navaazkar hamein shukriye adaa karne ka mouqa denge.
Shukria
Salem Bashwar
Khushamdeed Azm Behzad
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Khushamdeed Azm Behzad
سالم احمد باشوار
-
- -
- Posts: 7
- Joined: Thu Apr 12, 2007 5:54 am
Urdu bandhan ki intizaamiya aur iss bandhan meiN bandhe tamaam khuatiin-o-hazraat ko mera salaaam.
mujhe iss bazm meiN laane ka tamaam-tar sehra mohterama saara jabeeN saahiba ke sar hai.saara ne
mujhe kuChh iss tarah dAavat di k maiN un ka hukm na Taal saka aur apni gu-na-guuN masrufiyaat ke
ba-vajuud yahaaN chalaa aayaa. agar vaqt ki tanaabaiN Dhiili paRiiN tou insha-allah aap mujhe roz yahaaN
maujuud pa'aiN ge. duA'oN meiN yaad rakhhiyay.
Khaak saar
Azm Behzad