Dil-e-Shair

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
Waqar Zaidi
-
-
Posts: 57
Joined: Tue Feb 22, 2005 8:21 pm
Location: Karachi
Contact:

Dil-e-Shair

Post by Waqar Zaidi »

DIL_E_SHAIR

BAARHA SOCHA

KEH AB NA KISI MAH WASH MAH JABEEN NAAZNEEN KO

DAIKHON GA

AUR PHIR BHI KABHI NAZAR PARH GAI ITTAFAQAN TO

APNI PALKON KO MAIN JHUKA LON GA

LAIKIN

IS DIL-E-SHAIR KA KIA KIJAY

KEH DAIKHTAY HI HUSN KO

TARHAPNAY LAGTA HAY MACHALNAY LAGTA HAY

AUR AGAR AISA NA HO PAYE

TO PHIR KISI SHER,KISI GHAZAL,KISI NAZM KI

TAKHLEEQ KIYUNKAR HO

KEH HUSN HI TO

SHER BHI HAY,GHAZAL BHI HAY,NAZM BHI HAY

WAQAR ZAIDI
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Re: Dil-e-Shair

Post by najma »

Waqar Zaidi wrote:DIL_E_SHAIR

BAARHA SOCHA

KEH AB NA KISI MAH WASH MAH JABEEN NAAZNEEN KO

DAIKHON GA

AUR PHIR BHI KABHI NAZAR PARH GAI ITTAFAQAN TO

APNI PALKON KO MAIN JHUKA LON GA

LAIKIN

IS DIL-E-SHAIR KA KIA KIJAY

KEH DAIKHTAY HI HUSN KO

TARHAPNAY LAGTA HAY MACHALNAY LAGTA HAY

AUR AGAR AISA NA HO PAYE

TO PHIR KISI SHER,KISI GHAZAL,KISI NAZM KI

TAKHLEEQ KIYUNKAR HO

KEH HUSN HI TO

SHER BHI HAY,GHAZAL BHI HAY,NAZM BHI HAY

WAQAR ZAIDI


waaah ! bohat khoob waqar zaidi sahib!
khush kardiya
:-)
Raji
-
-
Posts: 211
Joined: Fri Dec 31, 2004 6:58 am
Location: Home Sweet Home
Contact:

Re: Dil-e-Shair

Post by Raji »

Waqar Zaidi wrote: DIL_E_SHAIR

BAARHA SOCHA

KEH AB NA KISI MAH WASH MAH JABEEN NAAZNEEN KO

DAIKHON GA

AUR PHIR BHI KABHI NAZAR PARH GAI ITTAFAQAN TO

APNI PALKON KO MAIN JHUKA LON GA

LAIKIN

IS DIL-E-SHAIR KA KIA KIJAY

KEH DAIKHTAY HI HUSN KO

TARHAPNAY LAGTA HAY MACHALNAY LAGTA HAY

AUR AGAR AISA NA HO PAYE

TO PHIR KISI SHER,KISI GHAZAL,KISI NAZM KI

TAKHLEEQ KIYUNKAR HO

KEH HUSN HI TO

SHER BHI HAY,GHAZAL BHI HAY,NAZM BHI HAY

WAQAR ZAIDI

Janab-e-WAQAR ZAIDI SaaHeb,

mashaAllah bohat hee umda kalaam hai. andaaz-e-bayaan aur rawaani bohat pasand aayii. daad qubool keejiye.

Wassalam

Zahida Raees :Raji:
Meree sha'iree se mujhe jaan Lo
ke yeh aa'enaa hai meri zaat ka
(Raji)
User avatar
Waqar Zaidi
-
-
Posts: 57
Joined: Tue Feb 22, 2005 8:21 pm
Location: Karachi
Contact:

Post by Waqar Zaidi »

sara_j wrote::lol: waqar ji,

"main shayar tou nahi........magar aye haseen!"

aapki ye taza ba taza nazm parh ker ye gana besaakhta honton per aagaya.

inti sachai se bharpoor aapke masoom khayaalon ka inkeshaaf karna acha laga :mrgreen: zor e qalam aur ziyada.

sara

Muhtarma Sara Sahiba .

Salam aur izhaar e khayal ka bohat shukriya.

Waqar Zaidi
User avatar
Waqar Zaidi
-
-
Posts: 57
Joined: Tue Feb 22, 2005 8:21 pm
Location: Karachi
Contact:

Re: Dil-e-Shair

Post by Waqar Zaidi »

Raji wrote:
Waqar Zaidi wrote: DIL_E_SHAIR

BAARHA SOCHA

KEH AB NA KISI MAH WASH MAH JABEEN NAAZNEEN KO

DAIKHON GA

AUR PHIR BHI KABHI NAZAR PARH GAI ITTAFAQAN TO

APNI PALKON KO MAIN JHUKA LON GA

LAIKIN

IS DIL-E-SHAIR KA KIA KIJAY

KEH DAIKHTAY HI HUSN KO

TARHAPNAY LAGTA HAY MACHALNAY LAGTA HAY

AUR AGAR AISA NA HO PAYE

TO PHIR KISI SHER,KISI GHAZAL,KISI NAZM KI

TAKHLEEQ KIYUNKAR HO

KEH HUSN HI TO

SHER BHI HAY,GHAZAL BHI HAY,NAZM BHI HAY

WAQAR ZAIDI

Janab-e-WAQAR ZAIDI SaaHeb,

mashaAllah bohat hee umda kalaam hai. andaaz-e-bayaan aur rawaani bohat pasand aayii. daad qubool keejiye.

Wassalam

Zahida Raees :Raji:
Muhterma Zahida Raees Sahiba !

Salaam aur shukriya qabool kijiye.

Waqar Zaidi
User avatar
Waqar Zaidi
-
-
Posts: 57
Joined: Tue Feb 22, 2005 8:21 pm
Location: Karachi
Contact:

Re: Dil-e-Shair

Post by Waqar Zaidi »

najma wrote:
Waqar Zaidi wrote:DIL_E_SHAIR

BAARHA SOCHA

KEH AB NA KISI MAH WASH MAH JABEEN NAAZNEEN KO

DAIKHON GA

AUR PHIR BHI KABHI NAZAR PARH GAI ITTAFAQAN TO

APNI PALKON KO MAIN JHUKA LON GA

LAIKIN

IS DIL-E-SHAIR KA KIA KIJAY

KEH DAIKHTAY HI HUSN KO

TARHAPNAY LAGTA HAY MACHALNAY LAGTA HAY

AUR AGAR AISA NA HO PAYE

TO PHIR KISI SHER,KISI GHAZAL,KISI NAZM KI

TAKHLEEQ KIYUNKAR HO

KEH HUSN HI TO

SHER BHI HAY,GHAZAL BHI HAY,NAZM BHI HAY

WAQAR ZAIDI


waaah ! bohat khoob waqar zaidi sahib!
khush kardiya
:-)
Muhterma Najma Sahiba !

Salam aur Shukriya . Allah aap ko hamaisha khush rakkhay .Aameen.

Waqar Zaidi
Post Reply