Khushamdeed Jia

Ham Istaqbal karte haiN aap apna taarruf karwaiN:)
Post Reply
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Khushamdeed Jia

Post by sbashwar »

Mohtarama Jia Saheba
:salaam:
Aapki aamad Urdubandhan par hamare liye ba'ase masarrat hai. Hum aapka teh dil se isteqbal karte hain iss ummid ke saath ke aap apni adabi takhliqaat, tabsiraon aur adabi khabraon se navaazkar hamein shukriye adaa karne ka mouqa denge.
Shukria
Salem Bashwar
Last edited by sbashwar on Sat Apr 28, 2007 10:27 am, edited 1 time in total.
سالم احمد باشوار
jia
nau-waarid
Posts: 2
Joined: Thu Apr 26, 2007 6:34 am
Location: Pakistan
Contact:

Post by jia »

Shukria bohat bohat.Inshallah Urdu bandhan main kuch nai sharing zaroor karoon gi.aap sab ka aik baar phir shukria.
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtarmah Jia SaHibah aadaab!

aap kee aamad is meHfil ke liye khushee aor musarrat ka paeGhaam hai. ham sam mimbaraan-e-Urdubandan kee janib se aap ko "KUSH AAM DEED" kaha jata hai.

bazm meN aatee raheeN aor raonaq ko baRh~atee raheeN.

Wassalam
Muz^affar A Muz^affar
jia
nau-waarid
Posts: 2
Joined: Thu Apr 26, 2007 6:34 am
Location: Pakistan
Contact:

Post by jia »

Thank u Muzaffar Ahmed & Sara.
User avatar
Shummu
-
-
Posts: 733
Joined: Mon Dec 13, 2004 11:41 am
Contact:

Post by Shummu »

Salam hamari jaanib se bhi JIA jee aap ko khushaamadeed..aati rahiyega aur bazm ki raunaq baRhaati rahiyega... :grin:

shumaila

Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai

Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai
Post Reply