riwayati 'bait-baazi'

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

na chaird barq hamain sogawaar rehney de.
hum aaj khud hi nashaiman jalaye baithey hain.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

yaqenun aa hi jata tuu hamarey youn bulaney se
mager khush hogaiya hey dil tery khud chalke aaney se.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

yeh baat aaiyan hey duniya per hum phool bhi hain talwaar bhi hain.
ya bazam.e.jahan mahka daingey; ye khoon main naha ker dum daingey.
User avatar
Naveed_Ahmad_Naveed
-
-
Posts: 68
Joined: Thu Dec 09, 2004 6:46 am
Location: Pakistan
Contact:

Post by Naveed_Ahmad_Naveed »

yeh rahguzar pe jo shameiN damkti jati heiN
usi ka qamat e zeeba hai chal jo bi ho..........
Naveed.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

wohi aik khamoosh nagma hey shakeel jaan.e.hasti.
jo zuban tuk na aaye jo kalaam tuk na pahonchey.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

naqaab e chasham musalsil uthai jati hey.
maiin pi chuka houn ;mhjhey phir pilaye jati hey.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

dil ka khoon bun bun ker zindagi ke daman per.
ab tu aik aik khatra aansooun ka dhalta hey.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

yaddoon ke wafaoun ke aaqhidoun ke ghumoon ke .
kaam aayee jo duniya main tu asnaam hi aayee.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

hamain saager o baada ke deney main ab ;kerey dair jo saaqi tu haaiye gazab.
kh yah aahed e nishat yeh dour e talub; nh rehe hey jahan main sada nh raha.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

yadeen chaleen khiyaal chalee ashak e ter chalee.
leyker paiyaam e shouq kai namaber chalee.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

ya ilahi kisterha hogi rah e maqsood tey.
dil hey yaroon ka watan main ;ruk hey manzil ki taref.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

yeh hum hi janteey hain judaai ke moudh per.
is dil ka jo bhi haal tujhey dekh ker hua.
urdudiya
-
-
Posts: 14
Joined: Wed Feb 21, 2007 5:53 am
Location: URDU VATAN
Contact:

Post by urdudiya »

aaj taqdeer bhi kambakht padi souti hei

kis se poochuN shab~e~furqat ki sehar hei ke nahiN
dil ki siyahiyon mein tujhe dhoondta hua
palkon pe aa ruka hai sitaaron ka qaafila
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

huye hain isqhader manoos e ghum 'jb ghum nahin hota.
tabiyet khud b khud taza sitem ieejaad kerti hey.
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

vohi aik khamoosh nagma hey SHAKEEL jaan.e husteey
jo zubaan tek na aaye jo kalaam tek na ponchey.
Post Reply