Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
Aziz dosto
Nazir Sahib ke eteraf khidmat mein Mahtab Qadr Sahib ne "Aik Shaam Abdullah Nazir Ke Naam" se 25 July 2007 ko munaqed kiye thay. Nazir Sahib apni sehat ki nasazi ke wajeh shareekh na hosake. Nazir sahib ke hukm par main wahan shirkat kiya. Nazir sahib ke taraf se hazireen aur Urdugulban muntazimeen ka shukria ada kiya. Yeh tafsilee urdugulban ke shukria ke saath aap loug ke saat shareek kar raha houn.
Shukria
Salem Bashwar

- Attachments
-
- report_an_ki_aik_sham_01.gif (63.44 KiB) Viewed 4699 times
-
- report_an_ki_aik_sham_03.gif (48.1 KiB) Viewed 4695 times
-
- report_an_ki_aik_sham_02.gif (58.62 KiB) Viewed 4695 times
Last edited by sbashwar on Sat Aug 11, 2007 5:08 pm, edited 1 time in total.
سالم احمد باشوار
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
Baqiya:
- Attachments
-
- report_an_ki_aik_sham_05.gif (33.67 KiB) Viewed 4694 times
-
- report_an_ki_aik_sham_04.gif (47.81 KiB) Viewed 4697 times
سالم احمد باشوار
- sbashwar
- -
- Posts: 1654
- Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
- Do you know URDU language?: Yes
- Location: Hyderabad, India
- Contact:
Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
Kuch Tasaveer:
- Attachments
-
- dsc00140_182a.JPG (71.55 KiB) Viewed 4697 times
-
- dsc00106_184a.JPG (74.78 KiB) Viewed 4697 times
-
- dsc00087_432a.JPG (86.38 KiB) Viewed 4698 times
-
- dsc00081_174a.JPG (89.29 KiB) Viewed 4697 times
سالم احمد باشوار
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
Salem Bhai aapka shukria ke aapne is mufasal report ko urdubandhan par pesh farmaya jo Sara Jabeen , Abdullah Nazir aur aapke alawa kai deegar urdu ke chahne waloN ki bhi site hai aur bataur e khas Abdullah Nazir sahib ki site hai jiska izhar site par chaspaN banner se bhi hota hai,, Allah isay abaad rakhe aur unke chahne waloN ka gahwaara banaye rakhe, aameen.
Mahtab
Mahtab
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
mohtaram Biradaram Salim Bashwar SaaHib aadaab!
Aap kee arsaal kardah "report" dekhee. jo keh MoHtaram Abdullah Nazir SaaHib kee niSf Sadee kee i'lmee aor adabee khidmaat ke aa'teraaf ke t^aor par Jiddah meN aek HaseeN shaam kaa ehtemaam kar ke murattak kee gaee hai. mashAllah dilee khushee aor sukoon kaa eHsaas huwaa. Allah aap sab dostooN ko mazeed aesee pur raonaq shaameeN muna'aqid karne kee taofeeq a't^aa farmataa rahe. Aameen!!
is silsilah meN mujhe nihayat sharmindagee aor nadamat kaa eHsas ho rahee hai keh maiN apnee jaanib se koee peGhaam nah arsaal kar saktaa. daraSl maiN is Ghalat^ee meN rahaa keh yeh meHfil agle maah ya'nee 25/8/07 ko muna'aqid kee jae gee. mujhe is kaa ranj-o-malaal keh maiN is shaam apnee janib se koee meGhaam nah arsaal kar sakaa saaree u;mr rahe gaa.
Allah ta'alaa aap sab dsostooN ko jazaae-e-khaer se nawaze Aameen!
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar

- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
shukriya
Assalaam o alaikum
mohtaram salim bashwar saahib :rose
mushairay kee tafseeli report tasweeroN kay saath dekh kar hameN bade khushee huee.
bahut lutf aaya janaab.
humsay share karnay ka bahut bahut shukriya.
mohtaram abdullah nazir saahib ko hamaara salaam sunaaiye.
shukriya
jazakallah
mukhlis
haamidbaaqari

mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
- Mahtab Qadr
- -
- Posts: 559
- Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
- Location: Jeddah Saudi Arabia
- Contact:
- muhammad_19k
- -
- Posts: 540
- Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
- Location: Lahore
- Contact:
******* Simply Splendid **********
Muhammad K. Siddiqui.
+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
+92 321 4435273
938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
-
- nau-waarid
- Posts: 2
- Joined: Tue Aug 02, 2011 4:53 am
- Contact:
Re: Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
well its very first time i am reading this urdu adab report and really the story of Abdullah Nazir is absolutely wonderful and after reading i have realize the feel of Urdu adab . but very nice sharing and thanks i hope you will share more reports regarding to the urdu adab .