~~nazr-e-Khaalid Aliig~~
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
- -
- Posts: 14
- Joined: Thu Aug 23, 2007 10:04 am
- Location: shumaalii naaZim aabad, karachii paakistaan.
- Contact:
-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
moHaram M, M, MuGhal SaaHib aadaab!
marHom khalid SaaHib ke liye aap ke dard bhare asha'aar dekhe. aor dil fart^-e-jazbaat se be chaen ho geyaa. aap ke jazbaat aor ehsaasaat kee qadr karte huwe maiN bhee aap ke saath is naHah meN shaamil hooN. Khalid SaaHib ke liye dua'aa gao hooN keh Allah un ke darajaat baland farma de. aameen!
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
marHom khalid SaaHib ke liye aap ke dard bhare asha'aar dekhe. aor dil fart^-e-jazbaat se be chaen ho geyaa. aap ke jazbaat aor ehsaasaat kee qadr karte huwe maiN bhee aap ke saath is naHah meN shaamil hooN. Khalid SaaHib ke liye dua'aa gao hooN keh Allah un ke darajaat baland farma de. aameen!
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
-
- -
- Posts: 14
- Joined: Thu Aug 23, 2007 10:04 am
- Location: shumaalii naaZim aabad, karachii paakistaan.
- Contact:
re" ~~nazr-e-Khaalid Aliig~`
MuHtram Muzaffar Ahmad Muzaffar SaaHibMuzaffar Ahmad Muzaffar wrote:moHaram M, M, MuGhal SaaHib aadaab!
marHom khalid SaaHib ke liye aap ke dard bhare asha'aar dekhe. aor dil fart^-e-jazbaat se be chaen ho geyaa. aap ke jazbaat aor ehsaasaat kee qadr karte huwe maiN bhee aap ke saath is naHah meN shaamil hooN. Khalid SaaHib ke liye dua'aa gao hooN keh Allah un ke darajaat baland farma de. aameen!
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
aadaab
sab sy pehlay m'Azrat daaKhil-e-daftar karanaa maqSood hay. " hau'ee taaKhiir tau kuc'hh baa'E'iC-e-taaKhir bhii thaa "
aap nay naa chiiz kay qalam bardaashta' ashaar kau pasndiidgii kaa E'zaaz baKhshaa, jis kay liay main mamnoon hooN.
umiid hay aap aa'ind'bhii karam farmaa'tay rhaiNgy.
TaaLib-e-d;uaa
miim miim mughal
-
- -
- Posts: 14
- Joined: Thu Aug 23, 2007 10:04 am
- Location: shumaalii naaZim aabad, karachii paakistaan.
- Contact:
re" ~~nazr-e-Khaalid Aliig~`
sara_j wrote:mughal sahib,
aapne ehsaasat aur jazbaat is azeem shayar ke liye
bohat khoobsurti se lafzo.n mein dhaala hai.
shukriya.
sara
buhat shukriy'ah saara'h_jabiin SaaSHIb'a'
mamnoon-e-kram
miim miimm mughal
-
- -
- Posts: 52
- Joined: Tue Sep 18, 2007 5:35 pm
- Location: Keamari Karachi
- Contact:
Re: ~~nazr-e-Khaalid Aliig~~
miim_miim_mughal wrote:
PYAAREY BHAAII MUGHAL
MASHAALLAH moHtaram Khaalid Aliig SaaHib kii naZr kiya huwa aapka kalaam jazbaat say labraiz hai,
ALLAH KAREY ZOR E QALAM AUR ZIYADAH.
SAMEER
- yasir shah
- -
- Posts: 191
- Joined: Mon Mar 14, 2005 2:17 pm
- Location: karachi
- Contact:
Mughal SaaHib !
assalaamoa'alaika
mizaaj kaisay heN ? khoob liKhtay heN aap - daiKhiye ! mujhay ma'loom naheeN keh Khaalid SaaHib kon heN , laiken aap ki nazm ke tawassut se "aik insaan" kaa ta'aaruf ho gayaa -
log kahaiN gay keh aqrabaa parwaree hay, magar ash'aar-e-dardmandaan-e-karaachee raa lut'f deegar ast- shayed is liye keh ahaaliyaan-e-shahr ne Gham daiKhay hi naheeN balkeh uThaa.ay bhee heN-
liKhtay rahiye aur du'aaoN meN yaad raKhiye-
faqat
aik aawaarah-o-naakaarah
yasir
assalaamoa'alaika
mizaaj kaisay heN ? khoob liKhtay heN aap - daiKhiye ! mujhay ma'loom naheeN keh Khaalid SaaHib kon heN , laiken aap ki nazm ke tawassut se "aik insaan" kaa ta'aaruf ho gayaa -
log kahaiN gay keh aqrabaa parwaree hay, magar ash'aar-e-dardmandaan-e-karaachee raa lut'f deegar ast- shayed is liye keh ahaaliyaan-e-shahr ne Gham daiKhay hi naheeN balkeh uThaa.ay bhee heN-
liKhtay rahiye aur du'aaoN meN yaad raKhiye-
faqat
aik aawaarah-o-naakaarah
yasir
-
- -
- Posts: 14
- Joined: Thu Aug 23, 2007 10:04 am
- Location: shumaalii naaZim aabad, karachii paakistaan.
- Contact:
Re: ~~nazr-e-Khaalid Aliig~~
buhat shukriya ..
yaasir SaaHib.
karam nwaazii kay liay mammnooN hooN.
wasslaam

buhat shukrriyaa samiir.