der se aane ki muaazirat chaahte hue aur aapne jo hameN ezzat bakhshee hai uska shukriya ada karte hue maahe rawaaN ke tarhi micre per hum apna kalaam pesh karne ki sa'adat haacil kar rahe haiN
gar qubool uftad zahe....
arz kiya hai.....
khuda milayga habeebe khuda(s) ki baat karo
durood pehlay padho phir dua ki baat karo
hai kaayenaat mohammed(s) ke noor se roushan
har ik muqaam peh noore khudaa(s) ki baat karo
ameen haute haiN ahmed(s) ke chaahne waale
ameen hau tau ameene khuda(s) ki baat karo
nabi(s) nay maangi hai humsay muwaddate qurbaa
khudaa kay waaste ahlay kisaa' ki baat karo
khudaa ka hukm hai eemaan ka taqaaza hai
"namaaz padhtay raho rehnumaa ki baat karo"
duaayeN daynge nabi(s) aur faatima(a) haamid
hassan(a) hussain(a) ali murtaza(a) ki baat karo
nateejaye fikr
haamidbaaqri
al hamdulillah
1.habeebe khudaa:prophet mohammed(peace be upon him& his progeny)
2.durood..............:salutations on prophet mohammed & his progeny)
3.ameen...............:trustworthy(prophet mohammed(s) title
4.mowaddate qurbaa:loving the family of prophet(s).according to ummul momineen janaabe umme salma(r) its obligatory on the believers to love mohammed(s) ali(a) fatima(a) hassan(a) &hussain(a)
5.ahlay kisaa'..........:above mentioned pure souls are the people of kisaa(chaadar)[/
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa

Azezzi Haamid Baaqri SaaHab
Saahab
Aapke naatiya ashAAr bohat achche lage KhuSooSan aap
ka maqta.

Aaalaam o alaikum
biradare azeez jawaid saahib
Aapke naatiya ashAAr bohat achche lage KhuSooSan aap
ka maqta.
Ummeed hai kheriyat se hoN geY. aor ramaZ^aan ke baae'c kaafee maSroof rahe hoN geY. aor phit Eid kee muSrufiyaat to khaer apnee jagah haiN hee.
Aap kee na'at-e-mubarkah bilashubah laae'q-e-ta'reef hai. is zameen meN aap ne she'er keh kar gaoyaa is zameen ko zindah-o-jawaid kar diya hai. is iqdaam par khaaksaar kee janib se dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
hameshah khush raheeN
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
is zameen meN aap ne she'er keh kar gaoyaa is zameen ko zindah-o-jawaid kar diya hai. is iqdaam par khaaksaar kee janib se dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.
aapki is mukhlisaanah daad aur mubaarakbaad ko hum kabhie nahiN bhoolenge.insha allah.
jazakallah
hameshah khush raheeN
aap bhi khush raheN
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
AAPKA APNA
HAAMIDBAAQARI
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
der se aane ki muaazirat chaahte hue aur aapne jo hameN ezzat bakhshee hai uska shukriya ada karte hue maahe rawaaN ke tarhi micre per hum apna kalaam pesh karne ki sa'adat haacil kar rahe haiN
gar qubool uftad zahe....
arz kiya hai.....
khuda milayga habeebe khuda(s) ki baat karo
durood pehlay padho phir dua ki baat karo
be shakk!!!
hai kaayenaat mohammed(s) ke noor se roushan
har ik muqaam peh noore khudaa(s) ki baat karo
kayaa khoob targheeb hai SubHaan Allah
ameen haute haiN ahmed(s) ke chaahne waale
ameen hau tau ameene khuda(s) ki baat karo
Mashallah
nabi(s) nay maangi hai humsay muwaddate qurbaa
khudaa kay waaste ahlay kisaa' ki baat karo
merHabaa!!!
khudaa ka hukm hai eemaan ka taqaaza hai
"namaaz padhtay raho rehnumaa ki baat karo"
bohat SaHeeH irshaad fermayaa
duaayeN daynge nabi(s) aur faatima(a) haamid
hassan(a) hussain(a) ali murtaza(a) ki baat karo
Allah Ta'alaa aapko iskaa jar-e-Azeem Ataa fermaaey.aameen
wassalam
nateejaye fikr
haamidbaaqri
al hamdulillah
1.habeebe khudaa:prophet mohammed(peace be upon him& his progeny)
2.durood..............:salutations on prophet mohammed & his progeny)
3.ameen...............:trustworthy(prophet mohammed(s) title
4.mowaddate qurbaa:loving the family of prophet(s).according to ummul momineen janaabe umme salma(r) its obligatory on the believers to love mohammed(s) ali(a) fatima(a) hassan(a) &hussain(a)
5.ahlay kisaa'..........:above mentioned pure souls are the people of kisaa(chaadar)[/[/color]

bahut bahut shukriya.jazakallah

shukriya.jazakallah

al hamdulillah.shukriya
duaayeN daynge nabi(s) aur faatima(a) haamid
hassan(a) hussain(a) ali murtaza(a) ki baat karo
Allah Ta'alaa aapko iskaa jar-e-Azeem Ataa fermaaey.aameen
wassalam
shukriya itni purkhuloos dua kayliye.
allah(sbhnwt) aapki har pareshaani kau door farmaaye.aameen.
nateejaye fikr
haamidbaaqri
al hamdulillah
1.habeebe khudaa:prophet mohammed(peace be upon him& his progeny)
2.durood..............:salutations on prophet mohammed & his progeny)
3.ameen...............:trustworthy(prophet mohammed(s) title
4.mowaddate qurbaa:loving the family of prophet(s).according to ummul momineen janaabe umme salma(r) its obligatory on the believers to love mohammed(s) ali(a) fatima(a) hassan(a) &hussain(a)
5.ahlay kisaa'..........:above mentioned pure souls are the people of kisaa(chaadar)[/[/color]
aapka bhai
haamidbaaqari