guzarish # 34 haamidbaaqari
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
guzarish # 34 haamidbaaqari
dosto
sadray mushaira mohtaram abdullah naazir saahib aur mehmaanay khucoosi mohtaramah rehana ahmed janaaN saahebah ki ejaazat say maahay rawaaN kay micray per hamaari adna kaavish pesh kar rahay haiN.
GAR QUBOOL UFTD ZAHAY.....
ARZ KIYA HAI.....
bhataktay aadmi kau aik insaaN kar liya maiN nay
khudee pehchaan kar khud per yeh ehsaaN kar liya maiN nay
jau khaaye mail fitrat say woh bas islaam hai yaaro
esee islaam say mazboot eemaaN kar liya maiN nay
musalmaaN ka yeh matlab hai khuda ki bandagee karna
khudaa ka shukr hai khud kau musalamaaN kar liya maiN nay
mohammed(s.a.w)aur unki aal(a.s) kay rastay kau apnaakar
zamaanay kee har ik mushkil kau aasaaN kar liya maiN nay
agar bandah hai too mera miray bandoN say ulfat kar
khuda kay hukm kau jeenay ka saamaaN kar liya maiN nay
damay aakhir jau ghaflat meiN tha woh insaaN bolayga
"yeh kis ummeed per ghar kau biyaabaaN kar liya maiN nay"
hai jab tak jaan pahunchaatay raho islaam kau haamid
is ik farmaan kau bas dil ka armaaN kar liya maiN nay
nateejaye fikr
haamidbaaqari
al hamdulillah
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa

-
- -
- Posts: 1258
- Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
- Location: London, England
- Contact:
Biradaram Haamid Baaqari SaaHib Assalamo Alkium!
mah-e-rawaN ke liye aap ke asha'aar Hasb-e-rawayat nihayat eemaanafrooZ haiN. aor taqwiyat-e-eeman kaa cabab haiN. aap jis moHtaat^ aor sanjeedah andaaZ meN she'er keh rahe haiN. us se yeh andazah bakhubee lagaya jaa saktaa hai. keh nah Sirf she'er shanaas haiN. balkeh sheereenee-e-sukhan kee ghulawaT aor khushbuo'ooN kee milawaT ke fan se bhee bakhubee aashna haiN. aap ke kheyalaat mulae'm aor sheereeN, haiN. aor eHsaasaat fikr-o-fan se muziyun haiN. aap ne apnee shaae'ree samtooN kaa SaHeH ta'iyun kar ke qaaree ke dil-o-demaaGh ko sha'oor aor idraak kaa besh qeemat khazanah bakhsh diya hai.
bhataktay aadmi kau aik insaaN kar liya maiN nay
khudee pehchaan kar khud per yeh ehsaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob!
jau khaaye mail fitrat say woh bas islaam hai yaaro
esee islaam say mazboot eemaaN kar liya maiN nay
Kiyaa kehne!
musalmaaN ka yeh matlab hai khuda ki bandagee karna
khudaa ka shukr hai khud kau musalamaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob Waah!
mohammed(s.a.w)aur unki aal(a.s) kay rastay kau apnaakar
zamaanay kee har ik mushkil kau aasaaN kar liya maiN nay
Kiya kehne Waah waah!
agar bandah hai too mera miray bandoN say ulfat kar
khuda kay hukm kau jeenay ka saamaaN kar liya maiN nay
Waah Waah!
damay aakhir jau ghaflat meiN tha woh insaaN bolayga
"yeh kis ummeed per ghar kau biyaabaaN kar liya maiN nay"
Kiya kehne!
hai jab tak jaan pahunchaatay raho islaam kau haamid
is ik farmaan kau bas dil ka armaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob! Waah!
meree janib se khubSurat takhleeq par dilee mubarak baad qubool keejiye.
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar

Last edited by Muzaffar Ahmad Muzaffar on Thu Nov 22, 2007 8:56 pm, edited 1 time in total.
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
shukriya
wa ssalaamMuzaffar Ahmad Muzaffar wrote:Biradaram Haamid Baaqari SaaHib Assalamo Alkium!
wa alaikumussalaam
muzaffar bhai saahib
mah-e-rawaN ke liye aap ke asha'aar Hasb-e-rawayat nihayat eemaanafrooZ haiN. aor taqwiyat-e-eeman kaa cabab haiN. aap jis moHtaat^ aor sanjeedah andaaZ meN she'er keh rahe haiN. us se yeh andazah bakhubee lagaya jaa saktaa hai. keh nah Sirf she'er shanaas haiN. balkeh sheereenee-e-sukhan kee ghulawaT aor khushbuo'ooN kee milawaT ke fan se bhee bakhubee aashna haiN. aap ke kheyalaat mulae'm aor sheereeN, haiN. aor eHsaasaat fikr-o-fan se muziyun haiN. aap ne apnee shaae'ree samtooN kaa SaHeH ta'iyun kar ke qaaree ke dil-o-demaaGh ko sha'oor aor idraak kaa besh qeemat khazanah bakhsh kiya hai.
muzaffar bhai saahib yeh sab taufeeqay ilaahi kay siwa kuch bhi nahiN.
bhataktay aadmi kau aik insaaN kar liya maiN nay
khudee pehchaan kar khud per yeh ehsaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob!
bahut bahut shukriya
jau khaaye mail fitrat say woh bas islaam hai yaaro
esee islaam say mazboot eemaaN kar liya maiN nay
Kiyaa kehne!
bahut bahut shukriya
musalmaaN ka yeh matlab hai khuda ki bandagee karna
khudaa ka shukr hai khud kau musalamaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob Waah!
bahut bahut shukriya
mohammed(s.a.w)aur unki aal(a.s) kay rastay kau apnaakar
zamaanay kee har ik mushkil kau aasaaN kar liya maiN nay
Kiya kehne Waah waah!
bahut bahut shukriya
agar bandah hai too mera miray bandoN say ulfat kar
khuda kay hukm kau jeenay ka saamaaN kar liya maiN nay
Waah Waah!
bahut bahut shukriya
damay aakhir jau ghaflat meiN tha woh insaaN bolayga
"yeh kis ummeed per ghar kau biyaabaaN kar liya maiN nay"
Kiya kehne!
bahut bahut shukriya
hai jab tak jaan pahunchaatay raho islaam kau haamid
is ik farmaan kau bas dil ka armaaN kar liya maiN nay
Bohot khoob! Waah!
bahut bahut shukriya
meree janib se khubSurat takhleeq par dilee mubarak baad qubool keejiye.
aapki purkhuloos mubaarakbaad ka hum tahay dilsay shukriya ada kartay haiN.
jazkallah
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
haamidbaaqari
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
- haamidbaaqri
- -
- Posts: 567
- Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
- Location: bangalore, india 00-91-9341253797
- Contact:
shukriya
allah(sbhnwt)aap per apni khaas nazre karam farmaaye.aameensara_j wrote:Haamid bhai sahib
tasliimaat!
Assalaam o alaikum
azeezah sara saahebah
bhai aapke jazbaat bhi aapki shaqsiyat ki tarah
bohat pakeeza hain har shair per dil se daad nikli
shukriya .............iltemaasay dua.
aur ye khwahish jaagi ke main bhi is tarah likhuN.
aap tau masha allah bahut accha likhtee haiN.
is dilkash aur khoobsurat ghazal per dili daad aur
mubarakbaad qubool keejiye :rose
aapki purkhuloos daad aur mubaarakbaad ka hum tahay dilsay shukriya ada kartay haiN.
mukhlis
sara
haamid