TaubaH

Quran ki aayaat aur unki tafseer/Ahaadeec-e-Nabawi SAWS aur unki TashreeH

Moderator: sbashwar

Post Reply
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Post by sbashwar »

:salaam: Saara Behen
Allah har ek ko tauba karna naseeb kare, ameen. Jab shaitaan ne dekha ke Allah tala tauba ke zarye apne bande ki galtiyan ma'af kardeta hai yane uski saari gumrah karne ki mehnat sirf ek tauba se saaf hojati hai. Lehaza shaitaan ek nayi tarkeeb nikala ke banda tauba hi na kare. Jab koi biddat karta hai to usko amal khair ki niyyat se karta hai to bhala tauba kyon karega. Allah hum sabko quran aur allah ki kitaab par chalne ki taufeeq ataa farmaye. ameen.
سالم احمد باشوار
Post Reply