Inse milne ki tamanna hai, magar kya kijiye - Abdullah Nazir

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Inse milne ki tamanna hai, magar kya kijiye - Abdullah Nazir

Post by sbashwar »

Yaaran-e-Mehfil
:salaam:
Har dil aziz Janab Abdullah Nazir Sahib ki ghazal aap loug ke saath share kar raha houn:
Attachments
a_1plus.JPG
a_1plus.JPG (80.5 KiB) Viewed 111 times
سالم احمد باشوار
Sarwar A. Raz
-
-
Posts: 518
Joined: Sat Jan 01, 2005 3:18 pm
Location: Fort Worth, Texas
Contact:

Re: Inse milne ki tamanna hai, magar kya kijiye - Abdullah Nazir

Post by Sarwar A. Raz »

biraadar-e-a'zeez Salem SaaHeb: aadaab!

Nazir SaaHeb kee yeh Ghazal pesh kar ke aap ne kis zamaaneh kee yaad taazah kar dee! woh bhee kyaa din the jab Nazir SaaHeb yahaaN apnaa kalaam i'naayat karte the aur maiN us par tabSirah kartaa thaa. phir to Khoob hee beHc hotee, nayee soch kee raaheN khulteeN, ek doosre se seekhte aur haNste bolte aglee Ghazal tak ke liYe ruKhSat ho jaate the.

Allah un ko SeHat a'tâa farmaaYe. daad ke saath meraa salaam Nazir SaaHeb ko poNhchaa deN.

Sarwar A. Raz :Sarwar:
yooN aur bohat a'ib haiN :Sarwar: meN wa-lekin
kambaKht muHabbat meN to yaktaa nazar aayaa

Sarwar A. Raz :Sarwar:
Post Reply