chaand
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- munir-armaan-nasimi
- -
- Posts: 460
- Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
- Location: INDIA
- Contact:
Re: chaand
Bhai wah... bahut mujahidaana Ghazal kahi hai aapne.... =D>
AAG MAIN APNI JAB SHAMMA BECHAARI JALTI RAHI
MUJHSE DEKHA NA GAYA MAIN BHI SAATH JALTA GAYA
Aur yeh sher padhne ke baad mujhe bhi gudgudii sii hone lagi hai....
Husn Jab Khairah hooa Gudgudii sii hone lagi
Khoon pur-josh badan main mere Ubalta Gaya
pata nahin kyon... mujhe aapka sher padh ke ye sher bahut yaad aa raha hai...
RagoN main Daudne Pheerne ke Hum Nahin Qaayel
Jo AankhoN se na Tapke wohh Lahoo Kya Hai???
Ek Achchi ghazal ke liye..... meri dher saari Daad Qobool karein.... Mujhe ummeed hai ke UstaadaN-e-Fan, aapki ghazal pe jaroor kuch na kuch arz kareinge.
aap ka bhai,
munir armaan