isse nazm matt samajhiye!

Kalaam jis per vazn kii qaid nahiN
Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

isse nazm matt samajhiye!

Post by sajhashmi »

Kuch hii dinn pehley ki baat hey azizan e maan
hamm jo aik mehfil mein gaiye to aik ustaad ferma rahey thay
kiss ce?
ji haaN apni aik no aamoz shagirdah ce jo mughannaiyah bhi heiN
ustaad sheir bhi unn ko likh ker de detey heiN
Kalam apna zabani aap ki sunney ka khwahaaN houN
Tarrannum ce sunadejiye
mazah aajaiye to
hamm shukriya keh deiN
phir iss k baad
voh laRki
Gulookarah bhii kehlane lagi
TV pah uss ka naach gana horaha hey
Syed Anwer Jawaid Hashmi ka Nacri Kalaam pasand nah aaiye to aap hii kuch kalaam fermaiyey
8)
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: isse nazm matt samajhiye!

Post by munir-armaan-nasimi »

sajhashmi wrote:Kuch hii dinn pehley ki baat hey azizan e maan
hamm jo aik mehfil mein gaiye to aik ustaad ferma rahey thay
kiss ce?
ji haaN apni aik no aamoz shagirdah ce jo mughannaiyah bhi heiN
ustaad sheir bhi unn ko likh ker de detey heiN
Kalam apna zabani aap ki sunney ka khwahaaN houN
Tarrannum ce sunadejiye
mazah aajaiye to
hamm shukriya keh deiN
phir iss k baad
voh laRki
Gulookarah bhii kehlane lagi
TV pah uss ka naach gana horaha hey
Syed Anwer Jawaid Hashmi ka Nacri Kalaam pasand nah aaiye to aap hii kuch kalaam fermaiyey
8)

Mohtaram Hashmii Saaheb...

Pahle din se hi soch raha hoon keh
agar iss ko nazm na kahooN to phir kya kahooN???
Dil-ki-bhadaas????
:lol:
Post Reply