نذر علامہ اقبال : احمد علی برقی اعظمی

Allamah Iqbaal kii shakhsiyat unki shayeri falsafe aur mazmoon aapke yaa kisi aur ke mazameen se iqtibaas

Post Reply
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

نذر علامہ اقبال : احمد علی برقی اعظمی

Post by aabarqi »

Nazr e Iqbal
Attachments
Nazr e Iqbal.gif
Nazr e Iqbal.gif (43.39 KiB) Viewed 1805 times
http://www.drbarqiazmi.com
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: نذر علامہ اقبال : احمد علی برقی اعظمی

Post by sbashwar »

Mohtaram Dr. Ahmed Ali Barqi Aazmi Saheb
:salaam:

Nazr-e-Iqbal ke unwan se jo asha'ar aapne ne inayat kiye hain qabil-e-daad hain.
Meri dili daad aur mubarakbaad arz hai.

Mukhlis
Salem Bashwar
سالم احمد باشوار
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: نذر علامہ اقبال : احمد علی برقی اعظمی

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

MoHtaram Ali AHmad Barqi SaaHib aadaab!

Hakeem-ul-ummat A'llamah M, Iqbal kee shakhSiyat aor un ke e'lmi aor fannee kaarnamooN ke aa'teraaf meN aap ke asha'aar maoSoof se aap kee muhabbat aor e'qeedat kee nishaandahee kene ke i'lawah aap kee apnee she'eree SalaHiyatooN kaa bhee muNh booltaa cuboot haiN. bilashubah aap ne tarjumah kaa Haq khub ada kiya hai. aor yahee un ke kalam kaa taqaZ^ah bhee thaa keh un ke kheyalaat-o-afkaar kee man-o-a'an numaae'ndagee ho jae.

meree jaanib se is kaawish par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.

Wassalam
Muzaffar A Muzaffar
Post Reply