Ek Mahauliyaati Ghazal :Global Warming

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
User avatar
aabarqi
-
-
Posts: 596
Joined: Tue Oct 07, 2008 11:09 am
Location: New Delhi
Contact:

Ek Mahauliyaati Ghazal :Global Warming

Post by aabarqi »

Ek Mahauliyaati Ghazal :Global Warming
GW1.gif
GW1.gif (60.53 KiB) Viewed 127 times
GW1.gif002.gif
GW1.gif002.gif (59.41 KiB) Viewed 126 times
http://www.drbarqiazmi.com
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Re: Ek Mahauliyaati Ghazal :Global Warming

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Ali AHmad barqi SaaHib taseemaat!

Global Warming ke u'nwaan se aap kee yeh naz^m bilashubah aek kaamyaab adabee kaawish hai. jis meN aap kee Surat garee aor hamah geeree-e-kheyaal kaa baRaa waZ^eH aor shaffaaf a'ks dekhaa jaa saktaa hai. aese masaa'il par qalam uthaana sehel naheen hotaa. is ke liye ustaadanah chabak dastee aor zabaan-o-bayaan par mukammal qudrat kaa honaa laazamee hotaa hai. aap ne apnee fannee SalaHiyatooN kaa lohaa manwate huwe aek aesaa shahkaar takhleeq kar diya hai. keh jo apnee micaal aap hai. meree jaanib se is kaamyaab koshish par dilee daad aor mubarak baad qubool keejiye.

Wassalam
Muzafar AHmad Muzaffar
Post Reply