Ghazal Academy ka Mushairah

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
Post Reply
sajhashmi
-
-
Posts: 554
Joined: Thu Oct 23, 2008 7:40 am

Ghazal Academy ka Mushairah

Post by sajhashmi »

jANAB AZM BEHZAD KI SADARET MEIN GHAZAL ACADEMY KA MUSHAIRAH SOHAIL AKHTER HASHMI KI QIYAMGAAH PER HOUA KARACHI UNIVERSITY KAY DR:SHADAB EHSAANI MEHMAN E AIZAZI AUR SAMAJI WA SIYASI REHNUMA SAIEN SIKANDER MEHMAAN E KHUSOOSI THAY.MMMUGHAL,EHTESHAM ANWER,AFZAL SHAH,AKHTER ANJUM,ADNAN AKS,
NAVEED GHAZALI,MOHAMMAD AHMAD,NAEEM SAMEER,FAIZALAM BABAR,SAHER ALI,SAJJAD HASHMI,SAHIBZADEH ATEEQ,KHIZR WARSI,EILYAS WARSI,MOHSIN ASRAR,KHAYYAM
QADARI FAKHRULLAH SHAAD,DR:IFTIKHAR SHAFI,ANWER JAWAID HASHMI,SHADAB EHSANI AUR AZM BEHZAD NEY HAZIREEN KO APNEY KALAM CE NAWAZA.
Attachments
sah.jpg
sah.jpg (48.76 KiB) Viewed 1791 times
fuul7.jpg
fuul7.jpg (45.55 KiB) Viewed 1789 times
User avatar
sbashwar
-
-
Posts: 1654
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:25 pm
Do you know URDU language?: Yes
Location: Hyderabad, India
Contact:

Re: Ghazal Academy ka Mushairah

Post by sbashwar »

Mohtaram Syed Anwar J. Hashmi Saheb
:salaam:

Moshairey ki tasaveer dekh kar massarrat hui. Ghazal academy ke zummedaran aur sahib-e-khana Janab Sohail A. Hashmi saheb woh hazireen mushaira ko mere taraf se mubarakbaad arz hai.

Aapka behud mamnoon houn ke aise adabi masroofiat is chaupal mein sharakat karte hain.

Mukhlis
Salem Bahwar
سالم احمد باشوار
User avatar
munir-armaan-nasimi
-
-
Posts: 460
Joined: Sat Feb 04, 2006 8:21 am
Location: INDIA
Contact:

Re: Ghazal Academy ka Mushairah

Post by munir-armaan-nasimi »

Masha'Allah Hashmii Saaheb... TasveereiN to bohat achchi hain. Kya hi achcha hota agar Moshaire ki "roodaad" bhi mukammal padhne ko mil jaati... Har Shair ka koyi ek do achche ashaar ke saath Moshaire ki repotaaz pesh karne ki zehmat karein.

Aap ka apna,

Munir Armaan
Post Reply